Aazaad Nazariyaa..

177 16 9
                                    

    First of all want to clear it. This peice is not for the compition . Just testing myself whether I can write it or not. I love the most amazing challenger who is certified residence of my mind..  So bear me ..

      Jaisa sochoge waisa karoge. Jaisa karoge waisa bharoge.

     Aazaadi aur Ghulaami insaan ki soch k do pehlu hain. Garib jail ki deewaaro me khush he  do wakt ki roti  ke kehne par. Amir asho aaraam se jeeta he phir bhi Qaid  samaaj k  qaide se rehne par.

     Aurat kehti he mard aazaad he  samaaj ke bandhanose hum ko to paida hote  hi  jang -e-maidaan mila  in  sajjanose.

     Mard kehte he koi aazaadi de  is  mulazim ko.  Dafter me  sunte he lalkaar wo bss hain koi akkal dede is ghar bethe zaalim ko.

     Arsa hua aazaad hue phir bhi  aaj bhi ghulami karte he. Pehle tha Gori Chamdi  ka raaj  aaj bhi  uske liye marte he.

      Ghulaami to fitrat he insaan ki  isliye  mitti dalo bure achhe ko. Sahi maino me jo azaadi chakhni he  azaad karo apne andar k bache ko.

¤¤¤¤¤¤

     Hehehe.... Last line suits me isn't it????

     

DIL-E-NADAAN.../CompleteWhere stories live. Discover now