Aajdil ke kisi kone me khidki khuli reh gai. Aandhi aai , Shisha tuta.
tinke bhar aawaaz na hui..
Bhikhre tukde sametne lage. bhool gaye shishe ki fitrat ko.
kya ilzaam de naadaan ko jise ilm na tha humaare ghaayal haatho ka .
Use maaloom nahi kaante or shishe khilona he hamaara . Jaanta nahi shayad aurat ko.
Jaante he ye dil ka dard bohot maamuli he aakhir humne ek zindagi ko janam diya he.
Wakt rehte har ghau bharta he.. par shaayad ye dil ka ghau wakt wakt pe chubhan dene k liye hi bana he...
YOU ARE READING
DIL-E-NADAAN.../Complete
PoetryThis is the collection of poems purely from my heart. As my heart is the weirdest thing I have ever came accross. It will be in hinglish (hindi+english) and sometimes in english depends on my heart. Warned you its weird... Want to know to which exte...