Her Smile

1.6K 127 24
                                    

Preeta woke up. She blinked her eyes slowly and sat on the bed.

Karan came in with coffee.

Karan(smilingly) : Uth gyi babydoll...

Preeta: Jii... I am sorry.. Maine vo sb...

Karan sat besides her.

Karan: Koi sorry nhi.. Koi jii nhi.. Koi aap nhi... Ab kuch nhi... Tum ne kaha na tum thik hona chahti ho... Toh ab koi piche mudkar nhi dekhega... Na main... Na tum...

Preeta smiled.

Preeta: Aap sach mein...

Karan cupped her face.

Karan : Hamesha...

Preeta: I am so lucky...

Karan: I am luckier... Chalo coffee pio fatafat... Phir tumhare par ki bandage change krunga...

Preeta: Aap kyun karege... Main krlungi...

Karan asked him to come closer.

Preeta looked at him nervous.

Karan(softly) : Idhar aao...

Preeta slowly moved closer to him.

Karan kept her head on his shoulder.

Karan: Tumhe ek baat batao...

Preeta : Boliye...

Karan: Tumhe pta h main tumhara itna khyal kyun rkhta hu...kyu mujhe hamesha darr lagta h kii kahi tumhe kuch hogya toh...

Preeta: Nhi...

Karan held her hand and kept it on his heart.

Karan : Yeh sb isliye... Kyunki tumhara khyal rkhke khushi milti h mujhe... Ek alag sa sukoon milta h...Main bahut selfish hu Preeta.. Bahut selfish... Mujhe vo sukoon chahiye... Mujhe tum chahiye..

Preeta looked at him. Karan smiled.

Karan: Tum mujhe khush dekhna chahti ho na...

Preeta nodded innocently.

Karan: Toh khush rho... Tumhari ek smile meri zindagi bhar ki khushi h...

Preeta smiled. Karan blowed the coffee and brought the cup in front of her mouth.

She happily took a sip.

Karan: Ksi h...

Preeta: Bahut achi h...Aap bhi pijiye..

Karan: Pehle tum pee lo... Main apne liye dusri le aunga...

Preeta held the cup in his hand and brought it in front of him.

Preeta: We can share...

Karan smiled and took a sip.

Preeta : Main thik ho jaungi na...

Karan: Tum thik ho... Aur bahut bahudar bhi...

Preeta sat in front of him and saw him confused.

Karan: Tum uss aadmi se akele ladi na..

Preeta's eyes watered. Karan cupped her face.

Karan: Preeta tum najuk ho... Kamzoor nhi... Tum bahut bahudar ho... Ghar mein andhera tha.. Tum darri hui thi... Phir bhi tumne khudko bachaya na... Tum kamzoor nahi ho...

Preeta (in tears) : Sach...

Karan wiped her tears.

Karan: Bilkul sach.. Aur koi aanson nhi.. Please..

Preeta : Aapko pta h... Mujhe aapki awaaz aa rhi thi.. Aap ne kaha tha na aap hmesha saath rhege chahe dikhe ya nhi... Mujhe laga aap aa jayenge... Toh main bhaag ke basement mein chup gayi...

Karan: I am so proud of u... Maine tumhe nhi... Tum ne khud ko bachaya h...

Preeta: Aap bahut ache h...

Karan: tumhari wajah se hu...

Preeta hugged him. He smilingly reciprocated back.

Karan: Mujhe kabhi aisa nhi laga kii yeh mera ghar h...ya vo farmhouse mera ghar h... Kyunki ghar toh vo h na.. Jahaan koi tumhara intezaar kre...tumhari fikar kre... Par tum... Tum mera sb kuch ho.. Jahaan tum ho.. Vohi mera ghar h... Kyunki tum mujhe vo feeling deti ho...

Preeta: Mujhe pura vishwas h aap sb thik krdenge..

Karan: Aur mujhe tumhare vishwas pr vishwas h... Sb thik ho jayega..

Both broke the hug. Karan kissed her forehead. She smiled.

Karan(pointing towards his cheek) : Mujhe bhi ek... Please...

Preeta wasn't expecting this. She was a bit scared. Her insecurities were still there. Karan noticed her nervousness.

Karan(smilingly) : Chinta mt karo... Aur stress mt lo... Hum saath h na.. Jab tum comfortable ho tb.. Tumse badhkar kuch nhi... Okay...

He turned. Preeta kissed his cheek.

Preeta:Nhi..mujhe aap pr vishwas h.. I trust u.. Mujhe aapke saath rhna h...

Karan smiled.

Karan: Agar tum mere paas nhi bhi aaogi toh bhi main yahi hu... Hum aaram se apne rishte ko chance denge.. Tum stress mt lo bss..

Preeta: Par yeh toh aapka haq h na.. Pati h aap mere..

Karan: Toh sirf isliye kii main tumhara pati hu.. Tum apni khushiyoon ko chod dongi.. Nhi preeta.. Ek rishta tb successful hota h jb usme dono khush ho...Aur mera har haq tumhari khushi ke bina adhura h... Mujhe koi jaldi nhi h... Take ur time...

Preeta smiled.

Karan (smilingly) : Just keep smiling.. That's enough for me...

Precap

Preeran trying to mend their relation

*******

The beginning of their unbreakable bond. Preeta trying to settle with Karan. Karan trying to cheer her up.

😊💗💗💗💗💗💗Do leave reviews

You are my Home✔Where stories live. Discover now