His Dilemma

1.3K 121 27
                                    

William entered his room.

William : Kya hua Karan.. Tu ro kyu rha h...

Karan looked upto him in tears.

Karan(in tears) : Vo mujhse pyaar krne lagi h William... She loves me..

William kept his hand on his shoulder.

William: Tu yehi toh chahta tha na Karan...

Karan wiped his tears.

Karan: Nhi William... Main aisa nhi chahta tha... Main aisa nhi chah skta william...Vo mujhse pyaar krne lagi h william... Yeh pyaar uski jaan le lega... Yeh sahi nhi h William... Yeh sahi nhi h....

William: Karan sab sahi h... Tune uss se sacha pyaar kia h.. Uska khyal rkha h... Toh tere uske saath rhne mein problem kya h... Aur Preeta kaha h...

Karan: Vo chali gayi William... Guru ne usko dhamkaya h kii vo mujhe chod de vrna Guru meri jaan le lega...

William (shocked) : What... Guru iss level tk...

Karan kept his head on headrest.

Karan(in tears) : Usne kyun kia mujhse pyaar William...

William: Karan.. Have u gone mad? Tune uss ke pyaar mein aaj tak kya kuch nhi kia... Apne aap ko badal dia.. Aur ab jab use tujhse pyaar hua h...toh tere chehre pr khushi nhi... Aankhon mein aanson h... Aur tu puch rha h kyu.... Are u serious?

Karan(in tears) : Pyaar kisi ke saath jeena nhi hota william.. Pyaar kisi ke liye jeena hota h.... Khushi h mujhe... Bahut khushi h... Par kya fayda uss khushi ka william... Jo mujhse cheen jayegi... Yeh pyaar jo usne mujhse kia h... Uski jaan le lega... Guru uski jaan le lega William... Jab tak use pta tha kii main Preeta se pyaar krta hu... Usne hume alag krne kii har mumkin koshish kii... Ab agar use pta chla kii Preeta bhi mujhse pyaar krti h... Vo use mujhse cheen lenga... Main nhi chahta use kuch ho...Kabhi nhi...

William: Kab tak iss darr mein jiyega Karan... Kab tak rhega yeh darr... Preeta tujhe khone ke darr se tujhse dur chali gyi... Tu use khone ke darr se uss se dur ho jayega... Aur in sb mein jeet sirf Guru kii hogi... Vo tum dono ko alag krna chahta h... Aur dekho aaj tum dono alag ho...

Karan: Main uss se alag nhi hu... Main uss se alag nhi ho skta... Vo mehsoos hoti h mujhe... Mere dil ki dhadkan ki tarah...seene mein chalti saanson ki tarah... Main aur vo kbhi alag nhi ho skte....

William : Toh uth... Jaa uske paas... Rok le use... Tujhe yaad h na... Pichli baar jab tune use jaane diya tha.. Toh kya khoya tha tune...

Karan smiled bitterly.

Karan: Kse bhul skta hu... Use khoya tha maine.. Uski hasi khoyi thi... Use andhere mein jaane diya tha maine..

Flashback

Karan was stalking Preeta since few days. Her happiness, her smile, her positivity was changing him. He was falling for her.

Karan brought some flowers for her.

He went to meet her but saw her hugging Prithvi. He moved back and listened all their talks.

Preeta(smilingly) : Toh aap h vo jinhe mere dad ne mere liye chuna h...

Prithvi : Ha main Prithvi.. Prithvi Malhotra.. Tumhara hone wala pati..

Preeta (smilingly) : Mujhe papa ki har baat manzoor h... I hope humara rishta successful ho...

Prithvi : Use hona hoga...

Preeta felt something weird but ignored remembering her father.

Karan was furious listening this.

Karan(in mind) : Nhi... Yeh nhi ho skta.. Main uss se pyaar krta hu.. Use bhi mujhse pyaar krna hoga... Main yeh shaadi nhi hone dunga...

But he saw her talking happily to Prithvi. Her smile melted his heart and made him weak.

Tears rolled down his cheeks.

He went from there confused, angry and heartbroken.

Karan looked at her picture. His tears fell on her face.

Karan(in tears) : Tum khushi ho meri... Mohabbat ho... Aaj tumse baat krne aaya tha.. Par tum...

He remembered her with Prithvi smiling.

Karan(hugging the photo to his heart) : Par main tumhari smile tumse dur nhi jaane dunga... Tum iss shaadi se khush ho... Toh yeh shaadi hogi... Aur main tumse dur chala jaunga... Chala jaunga...

He was in tears. He went to her house and kept the flowers on her doorstep and left.

He saw her picking up the flowers and smiling. He smiled and hid behind the wall.

He left her for her smile. He left to New York as soon as she got married to Prithvi and decided to stay away from her. But when he came back after two months, he came to know that the marriage she was living in was nothing more than a curse. His heart again broke. He regretted letting her go and may be will regret this forever.

Flashback ends...

William kept his hand on his shoulder.

William : Toh rok le use... Ab kuch ho... Saath rho... Apne pyaar ko jee le Karan... Preeta ko uss pyaar ko jeene de... Jise aaj tak tune uss se chipaya h.... Jaa Karan.. Rok le use..

Karan(in tears) : Par William... Main uske layaak nhi hu...

William : Tu hi uske liye h... Tu uska pyaar h Karan... Pyaar kamiyaan ya khamiyaan nhi dekhta... Sirf dil dekhta h.. Aur tere dil mein uske liye bas pyaar h... Jis pyaar pr haq h uska...

Karan closed his eyes.

Preeta was walking on road lifelessly.

Chahe main rahu..
Jahaan mein...
Chahe tu na rahe...
Tere mere pyaar ki..
umar salaamat rahe...

A thorn pierced in her foot. She shrieked in pain and stopped.

Karan came and held her through waist.

Preeta(shocked) : Aap...

Karan(angry) : Tumhe phir chot lagi... Maine kitni baar kaha h apna dhyan rkha karo... Hadd h tumhari.. Dhyan kaha tha tumhara...

A tear escaped her eye.

Preeta(in tears) : I am sorry...

He bent down to remove the thorn. She smiled. He disappeared.

Chahe yeh zameen..
Yeh aasman..
Rahe na rahe..
Tere mere pyaar ki..
Umar salamat rhe..

She looked here and there to find him but he was nowhere. She sat on road shattered crying.

Preeta(in tears) : Nhi aayege vo Preeta... Aur nhi aana chahiye unhe... Tu unke liye sahi nhi h...

But suddenly, she felt a strong hand on her waist that lifted her off the ground.

Preeta(shocked) : Chodiye mujhe...

Karan picked her up in his arms.

Karan: Nhi chod skta... Aur yeh kya h... Zameen pr itne patthar h.. Chot lag jaati toh.. Yeh koi baithne ki jagah h...

Preeta looked at him in tears.

Preeta(smilingly) : Ab aap nhi h na.. Khyal rkhne ke liye.. Toh faraq bhi nhi pdta...

Karan : Andhi hogyi ho kya.. Ya main dikhai nhi de rha...

He kissed her forehead. She was shocked. He was actually there.

Preeta(shocked) : Aap.. Sach mein..

Karan : Ha.. Hum bhaag rhe h... Hum in sb se dur chale jayenge.. Hmesha hmesha ke liye... Ek aisi jagah.. Jahaan sirf tum aur main honge.. Aur koi nhi... Smjh gyi...

Precap

Romance

********

Pehli baar, iss ff mein romance ka precap likha h😂..

Do leave reviews❤️💕

You are my Home✔Where stories live. Discover now