As soon as everyone left, Nandini rushed back to her room and cried her heart out.
While downstairs Zoya and Aliya gave each other a worried look Bcz they knew something was off about Nandini.
After Manik's car left the driveway, Zoya made her way towards Nandini's room only to be stopped by Asad.
"Kahan chali ap" Asad enquired
" mein Nandini ku dekh kr ati hon, jab say usay bataya hA kuch pareeshan laga rahai hA. Hamay us say pehlay pochna chaiye tha. Pata nahi woh khush hA bhi kh nahi" Zoya explained
"Jab sath rehna shuru karay gi tu khud he theek ho jaye gi, shuru mein tu sabku he ajeeb lagta hA, ap khud yeh kehti thi. Lekin jo wada mein nay kr liya hA mein woh tood nahi sakta hA..... Aur Wessay bhi kitna Acha larka mil raha hA, aisa larka Hamain kahi milay ga. Acha kamata hA, family achi hA Aur kiya chaiye! Ap fikar Na karain khush rahay gi woh" Asad said
" Magar jab Hamari Shadi hoi thi tab time Aur tha," Zoya tried to reason
"Magar wagar kuch nahi, Meinay ku decision lay liya bas wohi rahay ga." Asad said with authority
"Mein konsa apkay against Ja rahi hon, apni beti say baat tu kr sakti hon Na ya woh bhi nahi" Zoya said
"Jaian Meinay kab Roka hA" Asad said
.........
Nandini was crying hysterically when Zoya entered her room. Looking at Zoya, Nandini quickly sat up and wiped her tears.
"Mama ap yaha kiya kr rahi hain, mein neechay anay wali he thi" Nandini said standing up
Zoya walked towards her, held her hands and made her sit on the bed.
"Mujh say share nahi karo gi" Zoya said emotionally
Nandini looked up and broke down in Zoya's arms.
"Mama Mujhay nahi krni yeh Shadi.... Mujhay... Mujhay....Mujhay Shadi krni he nahi hA" Nandini cried
"Aisay nahi Kehtay beta, Shadi tu sabku krni Parti ha Aik Na Aik din, Aur ap ku tu khush hona chaiye ap janti ho apnay in-laws ku. Jab meri Shadi hoi thi mein tu Kisi ku janti nahi thi. Itna muskil tha adjust krna, understand krna Asad ki family ku" Zoya said creasing her face
"Mama Mujhay woh bikul achay nahi lagtay, Aj jo sari problem hoi unki wajah say hoi. Woh tu Baba say bhi agay hain strict honay mein. Mein kaisay reh paon gi unkay sath, itna gussa krtay hain, har cheez pr Abhi itna mana krtay hain Shadi kh baad liya karain gaye...., mama please kuch karain, mein nahi khush rahon gi.... konsa Aik do din ki baat hA, meri pori life ki baat hA..... Apku pata hA Meinay kitni mehnat ki thi doctor banay kh liye, Woh kh rahay hain mein jon nahi kr sakti! Yeh kiya Baat hoi....
Kyun ap logon nay promise kiya chotay hota, Kyun" Nandini said whole crying hystericallyZoya has tears in her eyes herself but she knew she can't do anything.
" Mera bacha meri baat aram say sunu, Manik kh ABBA ki tabiyat theek nahi thi, Unhu nay apka Hath manga Hamain kuch burai dekhai nahi Di. Isliye han krdi. Jahan tak baat Manik ki hA woh apki behtari kh liye he kehta hA jo bhi kehta hA, apkay Baba bhi tu mana krtay hain kiya is ka matlab hA woh bhi buray hain. Nahi Na! Tu bas thora Sa ap compromise karo, thora sa woh karay ga.... mein khud baat karon gi" Zoya explained whole creasing her hair.

YOU ARE READING
Meri Jaan
Romance'Why can't you leave me alone' Nandani yelled helplessly. 'Why should I leave you? You are my life, Zindagi ban gayi ho meri' I whispered yelled each word so it stays in her mind forever. She ignored my confession as usual and pushed me away. 'Mer...