Chapter 1

4.2K 227 164
                                    

It was quarter to 6, and all of the bahus were getting ready for Pooja. First one who woke up is Naira, she wear sari and went out, she was standing out when gayu came out with smile.

Gayu: good namaste Naira bhabhi.

Naira: namaste . Abhi chalo, 6 bajne 15 min hi rehgaye.

Gayu: haa! Yeh, Mansi aur prisha kaha rehgaye?

Mansi came out, with pout and hug them both.

Mansi: namaste , bhabhis.

Naira and gayu: namaste mansi.

Mansi: yeh prisha kaha hai? Aayi nahi ab tak. Isko pata hai, maaji ko passand nahi.

Just then prisha came, with holding saari in her hands. They saw her and bangs there heads.

Prisha: ab sar ko marliya tho meri help bhi kardo, isko pehna ne mai. Zindagi mai aaj tak mai ne saari nahi pehni. Aap sab ko pata hai, mai London mai rehti thi. How can I wear this. By the way, good morning my, lovely bhabhis. I love you all.

Naira, gayu, mansi: good morning nahi...!!

Prisha: namaste bhabhis. Ab khush, jaldi pehnao.

They all start making her ready, and went for Pooja. And saw the time was, 5:59. Savarna was standing near the mandir and waiting for them, they stand behind her.

Savarna: ab hogaya ho tho pooja start kare?

All: ji maa ji.

They all put pallu on the heads, and stand in line. First Naira, gayu, mansi, prisha. They did Pooja, after that they took Arti and touch her feet. While touching, prishas pallu slides from her head.

Savarna: agar pehene nahi aata tho, pin lagaleti. aur ek baat, tum sab loog 6 bajne ka intezaar karti ho, aur mai subhe hone ka. Yeh zaruri nahi ki 6 baje hi puja kare.

In cold voice.

Naira: maaf kijiye maa ji. Kal se aisa nahi hoga.

Prisha: sorry maaji.

Savarna: Ham angreez nahi hai.

Prisha: maaf karna maaji.

Savarna: chalo maaf kiya. Naira sab ko aarti dedo, gayu aur mansi bacho ko school bhej ne keliye tayyar kardo, aur tum prisha, jakar nashte ka karo. Mujhe aaj bahar jana hai, vivaan ke liye lardki bhi dhoond ni hai.

All: ji maa ji.

She went from there, and all these girls start talking.

Naira: Abhi baate baad mai karna, sab chalo kaam par lag jao.

Gayu: Aur mansi, tumhe jana hai na, police station so, jaldi chal  bacho ko uthao.

Mansi: haa, Phir mai aati hu kitchen mai teri help karungi.

Prisha: ok.

They all went for there works.

Naira was giving Arti to all, and gayu and mansi was waking kids for school. Prisha was making breakfast for all.

Gayu: uth jao bacho, dadi Phir gussa kare gi.

Mansi: Aur tum loog ko pata hai, unka gussa.

Kairav: tho Ham kya kare, wo hai hi gusse wali.

Gayu: aise nahi bolte kairav.

Abhinav: kiu na bole, mom mujhe nahi jana school.

Mansi: jana tho pardega, chal ab uth ja.

Khurana's bahuyeWhere stories live. Discover now