Chapter 2

2.7K 199 132
                                    


Vivaan: maa! Kab? Kaha ? Kiu? Mai Abhi Chota hu.

Savarna: tum ab bade hogaye ho. So kal lardki dekhne jarahe hai.
Yes
Vivaan: par maa!

Savarna: mai ne boldiya, so boldiya. Hamara khana ho Gaya hai. Ham jarahe hai araam karne.

She went in her room.

Manish: beta, vi...aqar hua kya hai? Tumhe shadi nahi karni?

Vivaan: karni hai, lakin abhi nahi.

Manish: dekho mai is mamle mai kuch nahi bolsakta, ab tumhe chalna hoga. Tyaar rehna.

He also went in his room, all brothers were waiting for his answers.

Naksh: kya Ham jaan sakte hai ki tu shadi ke liye raazi kiu nahi hai?

Kartik: kisi ko pata rakhi hai kya?

Aditya: arey ab bol bhi de, itna kiu sharma raha hai?

Arnav: bol de chote, mai ne bhi love marriage ki hai.

He said, while elbowing Prisha. She slap him on his hand and went near vivaan.

Prisha: so, mai sab ko sach batati hu. Lakin ek shart par, vivaan tu kal lardki dekhne jayega. Mai adya ko sab boldungi, aur bakhi ka wo sab dekh legi.

Vivaan: nahi nahi, wo pehle mera mudder karegi, baad mai us lardki ka.

All brothers: yeh adya hai kon?

Naira: arey baap re, ek saat mat chillao, maa ji sunlegi tho earthquake aajayega.

Gayu: yeh adya , hamare vivaan ki, girlfriend hai.

Kartik: Chote, tu ne kab se aise shouk paal rakhe hai?

Vivaan: shouk nahi hai, yeh natural hai. Aap ko Naira bhabhi se pyaar nahi hua tha?

Kartik: wo tho pehli nazar mai hi hogaya tha.

All start teasing them.

Arnav : arey arey dekho dekho, dono ke gaal kaise laal hogaye hai. Jaise abhi manali se aaye hai.

Aditya: tu chup kar, tu tho London mai pardh ke wahi girlfriend banali. Acha hua mom maan gayi. Ab vivaan ka sonch ne do.

Naksh: bhaiya, ek kaam karte hai. Vivaan tu hame kal, usse mila.

All girls: kisse?

All boys: adya se!

Except vivaan.

Vivaan: kaise milau, wo boht alag hai, ek dum sassy. Aag, jhoot tho naak par baitha hai.

Kartik: wo sanskari hai?

Vivaan: bilkul opposite, aag hai aag. Arey uske kapde bilkul chote, na dupatta na kuch na kya. Saree tho pehene nahi aati.

All boys: wo kapde nahi pehen ti?

Vivaan: chii' kaise bhai ho aap sab.

All girls: arey

Naira: wo jab bolti hai, tho bas samjho jhoot ki nadiya behti hai.

Gayu: jab wo chalti hai samjho, lakho lardko ke dil ghayal.

Mansi: arey, wo sab chodo. Jab wo, bahar jati hai, tho pakka kisi se lardh na.

Prisha: par dil ki achi hai, aur sab ki madat bhi karti hai.

All boys: interesting.

Their wife's hit them, with hands.

Khurana's bahuyeWhere stories live. Discover now