01. BONDITA SETS AN EXAMPLE FOR THE WOMEN IN SOCIETY

4.9K 67 5
                                    

Its been 8 long years since bondita left tulsipur and went london for her further studies.
Kaka batuk used to miss her a lot but annirudh immensly missed her presence..and his eyes were eagerly waiting for her ...
It was early morning 7'0 clock when bondita was looking worried and tensed as finally it was the dayy when her result was to be
BONDITA[in her mind]:kyaa hua bondita kya sochh rahi haii tu ..
Tujhe dar lag raha hai na ...

Meanwhile one of her closest friend in London haezal Greenwood with her favourite cookies in his hand come in and notices bonditaaa tensed and nervous and was busy in her own thoughts..
HAEZAL:Bonditaaa....bonditaaa..
BONDITA:Kyaa hua haezall ...kyaa baat haiii..koii pareshaani haii kyaaa ..
HAEZAL:areyy nahii nahii bonditaaa main to aaj bahutt khushh hu....
Dekhoo isliye aaj main tumhare favourite cookies lekar aaya hu tumhare liye ...
BONDITA:Achaaa..to tumahara result bahutt achaa aaya haii n ...isliye n ..
HAEZAL:Ha wo too haiii ..
Magar iske sathh ek aur khushkhabrii lekar aaya hu main ...
BONDITA:Achaaa ...aur wo kya haii bhalaa ..

Haezal handsover a newspaper to bonditaaa in which she saw an article which was about her ..
She was the first girl in the university to top ..

BONDITA[with tears in her eyes]:maine aapka sapna pura kiya patibauu ...aapne jo sapna dekha tha maine pura kiyaa ...
Aap bhautt khushh honge n ye jankar ..
Aapko bahut garv hoga n mujhpar ..
Ab log sirf bonditaaa nahii barrister bondita kahenge ....

Bondita was sooo happy because now she knew after these long years she would finally be able to go back to her home ..
She went to her room locking it from inside with a bright and a beautiful smile on her face stood infront of annirudh's photograph and started mimicking his poses ...

BONDITA: ab to ek pal yaha rukne ka man nahii haii mera ..aa rahii hu main wapis apne ghar . ..
Chal bonditaaa packing kar le ..kitne din ho gaye apne kaka sasur ji patibabu som dada batuk sasur ji bihar kaka koeylii didi se mile hue ..
Sab intezaar kar rahe honge n teraa. ..

Meanwhile in roy choudary's mansion..

BATUK:Kakaaaa...kaakaaa ..dadaaaa .
Khaa haiii aap sab ...
KAKA:kyaaa haiii batuk [in an irritating tone ...] kyu itna shor macha rahe hoo ...
Kya baat haiii ...
BATUK:Kakaaaaaaa...muje aapko khushkhabri dena haii ..
KAKA:Tum muje khushkhabrii ....kyaa hua ..kya is baar tum saare pariksha me paas ho gayee batukk ...
BATUK:Kyaa kaka aap bhiii ...
KAKA:Mtlb is baar bhii faill ..
BATUK:Kakaaa kakaa..pehle aap wo suno jo main kehna chahta hu ..
KAKA:Boloooo ..
BATUK:Patraa aaya haii london ...aur is patra me do khushkhabriyaan haiii ..
Pehli ye dekhoo ..baudii ne apna result bheja haii ..wo apne university me top karne wali pehli larkii haiii ...
KAKA:Kyaaaaa...bahuu ne ..
Hum to pehle hi jante thee ...aisa koiii kaam hai hi nahii jo merii bahu na kar paye ....
BATUK:Kakaa ...ab wo sirf bonditaaa nahii barrister bonditaaa anirudhh roy choudary ban gayiii haii .....main to bahutt khushhh hu... aaj ..
KAKA:kabi khud ke..[interrupting]
BATUK:Kaakaa ...aap hamesha mujhpar q aa jate hoo ...acha chorooo ..dusrii bataoooo ...
KAKA:Achaa chalooo batao
BATUK:to dusariiii baat ye haiii ...ki baudiii do dinoo me wapiss gharrrr aa rahiii haii...
KAKA:Achaa wapis aa rahii haiii..and then suddenly....kyaaaaa...bahuu wapis aa rahiii haiii ..
BATUK: Haa kakaaa ...
Main to sochh raha hu ..jab dadaa ko pta chalegaaa wo too khushiiii se pagll ho jayegnee...
KAKA:Royy choudary pariwaar ki bahuu ghar wapis aa rahii haiii...jashnn to bnta haiii ...
Bihariiii oo bihariiiii ...areyyy kha mar gaye ...
BIHARI:ayaa ayaa ..ji bade malikk kyaa hua aapko kuchh chahye tha kya ...
KAKA:nahiii ..hume kuchh nahiii chahye ...
Dhyannn se sunoo ..
2 din baad is ghar kii bahuu ..is ghar ki laxmii ..wapis aa rahii haii apne ghar ...bahu ki aane ki khusi me ..puri roy choudary hawelii ko diyo ki roshni ki jagmagahat se sazaa do....
BIHARI:kyaaa ...aap sachh keh rahe haii bade malik ...sach mein choti malikin wapis aa rahii haiii..
KAKA:nahiii to ab hum apniii zameendaari ka kaam chorkar ...tumse mazak kare ...
Haiiii n....
Jaoo jo khaa haiii use zldiii karoo ...

Meanwhile annirudhh silently was liestening to all the conversations ...and wasss sooo soooo happy he had a smile of satisfaction and tears of happiness in his eyess ....

ANNIRUDH[in his mind]: waqaiiiii ...aaj mujhe bahutt garv ho rhaa haiii tumpar bonditaaa..
Main kaise bataooo tumhe main kitnaaa khushhh hu ...
[Tears rolling down his eyes]: jo sapna maine dekha tha use tumne pura kiyaa haiii ...
Sahii the wo sab jinhone kha tha ...tum fitoor ho mera ...mere kranti ki mashaal ho tum ....
Bahutt intezaar kiyaa tha maine is dinn ka bonditaaa....bas ab tum zldiii se wapis aa jaooo ..
Mujhee tumhee dekhna haiii ...
Tum kitniii barii ho gayiiii hogiii ..
Kitna kuchh badll gya hoga .....
Kyaaa tum aaj bhii waise hii shaitaaniyan kartii hogii ..
Kyaaa tumm aaj bhii unhiiii har baat kar tark krtii hogiii ...
Bassss bonditaaa ab jaooo n jldiiii se ..bahuttt intezaar kar liya maine ab aur aur nahii hogaa mujhse .....tears rolling down his eyes...

After knowing that the bonditaaa was coming backk the entire atmosphere in the rc mansion was filled with happiness all around ...
Meanwhile saudaminiii comes shouting annirudh annirudh and notices everyone there wass sooo happy and busyy in some preparations...

SAUDAMINI:Kyaaa baat itne saalon itnii khusiii to kisiii ke chehre par nahii dekha maine jo aaj dekh rahii hu ...kyaa battt haiii ..barre khushh lag rahe haii sab aaj ...
Kyaa koii khaas mehmaan aane wala haii ..
Kyaa baat haiii ..annirudh se hi puch leti hu main

Saudaminii went to annirudh's study and saw him in smiling tears rolling down his eyes ..he was busyy in his own thoughts ..

SAUDAMINI:Ye ise kyaa hua ...
Annirudh ...annirudh ..
Areyyy annirudh ye kis cheez ki taiyaariyan chal rahii haii ...kya koiii khaas mehmaan aane waala haii haiii ....
She didn't get a reply either and
Before she could say something to annirudh kaka interrupts her in between and says ..
KAKA: Tum yaha kya kar rahi ho..
Kya hua phir tum subah subah yaha aa gyi ..
Kya kaam hai tumhe ..
ANNIRUDH: Areyy kaka aap yaha..
KAKA: Arey nahi yaha se guzar rahe the to dekha ise yaha to socha puch lu ..
SAUDAMINI: Kaka main to bas annirudh ko uski kitabein lautane aayi thi ..
To dekha sab itne khush hai itni taiyaariyaan kar rahe hai to socha puch lu ..
KAKA : Ab tum aa hi gyi ho to bina wajah jane to jaogi nahi to bta hi deta hu tumhe ..
2 din baad is ghar ki bahu aur hamare annirudh ki patni Bondita wapis aa rahi haii ..
SAUDAMINI[shocking tone ]: kyaaaaaaa..
Then covering up with her fake smile ..
Kya bondita wapis aa rahi hai ye to bahut khusi ki baat hai ..
ANNIRUDH: Areyy nii miniiii..
ab wo bondita nahi barrister bondita annirudh roy choudary haii..
[Liestening this saudamini felt bad and also was jealous as annirudh said her bondita annirudh roy choudary so with a fake smile she decides to leave the place..]
SAUDAMINI: Acha kaka ..
Achaa annirudh main chlti hu mujhe kuch zaroori kam hai ..
Annirudhh sayss to kaka ...

ANNIRUDH[Tearss in hiss eyess]:kakaa bonditaa ne meraa sapna puraa kar diyaa ..
Ab sirf mujhee hi nahiii is samajj ko bhii uspe garvv hoga..
Usne samajj me badlav lane ki pehlii pareksha bakhoobi paar kar lii haii ..
KAKA:sahii khaa tumne annirudhh hamarii bahuu pe bahutt garv haii hume ...sachhh mein aaj pure tulsipur mein is baat ki charchaa haii ..
Chaloo hum chlte haii hume kuchh zameendaari ka kaam haii ..

SAUDAMINI [In her mind]:tumne ye sahii nahii kiya bondita ..
Tumne mujhse mera annirudh cheena haii n..
Wo annirudhh jisse maine apnii jaan se pyaar pyaar kiya haii ..
Hum do pyaar krte the ek dusre se ..
Lekin hum dono ke bichh tum aa gayiii annirudhh ki ek zimmedaari ban ke ....
Ha bonditaa sahii kha maine kuch bhii karloo tum ..tum to annirudh keliye bas uski ek zimmedarii ho aur usse zada kuchh nahii..
Aur main uska pyaar hu ...
Tumne mujhse mera pyaar cheena hai n..
Main tumse tumhariii saari khushiyaan cheen lungiii dekhlena tum ...

YOU ARE THE WING OF MY DREAMSजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें