PRESENT TIME
The trio Purvi-Kajal-Ishita comes out of the kitchen. The scene was horrific Kavin and Pankaj were standing aback from the upstairs. Daya came hurridly from and was standing at the entrace and Aarav was lying down the stairs with his own pool of blood. (Dekha bata diya) Kajal screamed and moved towards him everybody surrounded him.Kavin- Purvi jaldi se jaake koi kapda leke aao. (He ties the cloth very tight on his head to stop the blood)
Kajal- Aapko kuch nahi hoga mamma haina. Hum abhi hospital jaate hain.
Daya- Mai car nikalta hun. Tum log humare peeche aao. (Four of them nods. #kaya along with Aarav leaves for hospital while the rest goes in another car)
Purvi- Kavin sir Pankaj ye sab kese hua??
Pankaj- Woh Purvi hum phone pe khel rahe the.
Kavin- Phir Aarav ne kaha ki pakada pakdi khelte hain. Woh aur Pankaj khel rahe the achanak uska per fisal gaya aur.... I'm sorry Purvi mai use girne se nahi bacha paya.
Pankaj- I'm sorry meri wajah se.
Purvi- Nahi koi baat nahi.
Ishita- Sir aur kitna time lagega hospital pohunchne ke liye??
Kavin- Aur 5 min. I hope Bhaiya wahan pohunch gaye ho. (They reach hospital. Kajal and Daya were standing outside the OT)
Kajal- Purvi ye kya ho gaya😭😭😭😭.
Purvi- Di aap shaant ho jao kuch nahi hoga. Humara Aarav bohut brave hai.
Kajal- Itna chota sa hai woh Purvi par ye sab kese hua?? (They tell her everything)
Pankaj- I'm really sorry di sab kuch itni jaldi hua ki hume mauka hi nahi mila.
Daya- Thik hai Pankaj. Acha suno ye mai zara bahar jaake aata hun ek khabri ka paas. Sorry Kajal kaam hai warna mai rukta bas aadhe ghante mein aata hun.
Kajal- Koi baat nahi Daya ji aap jayiye.
Daya- Kavin koi kaam aaya toh phine karna. (He leaves)
Few minutes later the doctor arrives.
Kajal- Doctor mera bacha kesa hai??Doctor- Dekhiye halata bohut hi naazuk hai. Uske parents kahan hai
Kajal- Mai uski maa hun doctor kahiye kya karna hai.
Doctor- Par aap kuch nahi kar sakti.
Purvi- Kyun doctor?
Doctor- Patient ka blood group bohut hi rare hai [O-] so hospital mein available nahi hai. Aur ye basically uske father ya koi blood relation wale insaan ke hone ke chances jyada hain. So aap mein se koi hai jiska patient ke saath khoon ka rishta hai???
Ishita- Nahi doctor yahan pe aisa koi bhi nahi hai jiska Aarav ke saath blood relation hai.
Kavin- Doctor.... mera blood group [O-] hai. (Everybody becomes shocked)
Doctor- Very good aap humare saath chaliye.
Purvi's thinking- Ye kese ho sakta hai. [O-] ek rare blood group hai aur Kavin.... ugh Purvi tu kuch jyada hi soch rahi hai.
Kajal- Purvi.... kitni ajeeb baat haina jiske saath Aarav ki itni achi bondi g bani usika khoon aaj uske kaam aa raha hai. Kavin ek bohut acha insaa hai. Tu please apni dil ki baat jaldi keh de, aisa na ho ki der ho jaye. (Kavin comes out of the ward after donating blood)
Kajal- Kavin thank you so much aaj tumhari wajah se mera bacha thik hai.
Kavin- Ye aap kya keh rahi hai di. Meri jagah koi bhi hota toh woh yahi karta please aap mujhe sharminda mat kijiye.
Pankaj- Sir aapne blood donate kiya hai aapko thoda rest lena chahiye tha.
Kavin- Pankaj I'm okay. (The doctor comes out of the OT)
Doctor- Tension ki koi baat nahi aapka beta bilkul thik hai. Woh toh bhagwan ka lakh lakh shukr hai ki use blood sahi time pe mil gaya warna humara kaam mushkil ho jata.
Kajal- Mai abhi mil sakti hun??
Doctor- Nahi abhi woh under observation hai hosh aate hi aap us se mil sakti hai. Excuse me. (The girls have a hug)
Daya arrived after an hour and found that situation is good and he says they have to leave tomorrow at evening for Mumbai. Nobody said Daya about Kavin donating his blood. But deep inside many indifferet thoughts were striking Purvi's mind. She was anyhiw calming herself for not thinking these unusual things.
THE NEXT MORNING
All were packing their bags when Ishita opened Kajal's closet and beacame shockee seeing a ...............
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Bata dun kya????
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Chalo bata hi deti hun.....
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Rehne do yaar agle chapter mein kahungi.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Chalega na???
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.Nahi chalega toh habit dal lo. Mere reader hi🙋😂😂.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.Tadaa the chapter is over. I know a short one but promise will write a bog update in the next chappi.
Do vote and comment this story.
Ek question huh... Kabhi bhi Operation Theatre mein khudka operation krne gaye ho?? Please share ur experience I'll do share mine👍👍👍😉😉😉.
Regards
Love💝
आप पढ़ रहे हैं
Manzeelein
FanfictionOn high demand I bring the unconditional love tale of #kaya and #kavi. Nothing more to summarise. Peep in to know about the story