Nancy_not123
Yoruma BağlantıDavranış KurallarıWattpad Güvenlik Portalı
Hum aapse baat toh abhi nahi kar paayenge,magar Hana ke through yeh message
aap tak bhej rahe hain.Isse padh lena.Aapne exam ke baad ,main is app par wapas aaunga
aur aapse bohot saari baatein karunga.Tab tak aap yahin rehna,kahin jaana mat.Aapke Hamza par abh bohot si zimmedariyan hain ,yeh sab poori karunga,phir sirf aapse baat karunga.Bas itni si dua hai ,ke aap hume bhoolna mat.Apni duaon mein yaad rakhna.
Allah hafiz.
Aur haan—
humne aapke saare messages padh liye hain.
Mujhse itni mohabbat karne ke liye shukriya.
Kasam se keh raha hoon,
Main aapko bohot khush rakhunga.
Bas Khuda se dua karti rehna.
Aur agar aapko Ayan ki tension hai,
toh uski bilkul fikr mat kijiye
jab tak Khuda humare saath hai,
woh aapse nikkah toh door,
aapke paas bhi nahi aa sakta.
Allah hafiz, jaan ji.