PART 82

2.8K 289 19
                                    


Quote : - " Consider life like a piano , the white keys represents happiness and black keys represents sadness.... But as you go through life's journey don't forget that black keys also plays the music "


                ∆     AT TERRACE   ∆

Here shehnaaz is waiting at the terrace with a cup of tea in her hand and deep sipping it an engrossed deep  in thoughts...

Shehnaaz P.O.V

Aaj mera dimag kyu itna thaka sa lag raha hai , shayad bhot zyada emotional batein ho gyi hai isliye..... but aunty ne jo kaha voh galat  toh nhi tha mujhe kyu itna farak padta hai jab Sidharth ka mood thik nhi hota ? Mujhe kyu itna farak padta hai jab voh naraz ho jata hai ? Kyu usse kissi bhi tarah khush dekhne ka mann karta hai ? Ughhh.... Shehnaaz tu bht stupid hai Psychiatrist   hai lekin khud ke dimag se hii ladd rhi hai.... But idiot tujhe dimag se nhi yeh sawal dil se puchna hai jese aunty ne khaa tha but how aab mein kya cardiologist ban jaoo ek second lekin yaar yeh behaviour natural nhi hai mein kar kya rahi... Ohh waheguru ji kya karu mein mar jau ?
But mere sawal ka..... ( Someone intreupted )

Sid - Kitni der se bethi ho yhaa ? ( He disturbed in deep and husky voice )

She turned and saw sidharth in his nightware ( not shorts guyz ) , a cup of tea his hands looking extremely handsome... He came and sat next to her... There was an awkward silence between two.... , Sidharth looking to the stary sky and shehnaaz looking at his sideways sitting while folded legs...Sidharth clear his throat and then shehnaaz broke the silence

Sana - Mujhe almost lagne laga tha tum nhi aogee

Sid - ( still looking away ) tumne bataya nhi kitne time se bethi ho ?

Sana - ho gye hai 2 ya 3 ghante ( casually )

Sidharth head snapped to her listening to this...and they both share an eye contact , they had an unknown emotions in there eyes which they were soon going to discover ( and with soon means really soon )

Sid - Aur agar mein na atta toh ? Kab tak yhaa bethi rehti ? ( In a scolding manner )

Sana - ptaa nhi , but agar na atte toh sachii mein vahi karti jo letter mein likha tha , vapis chali jati Delhi after all jab hum intreact hii nhi karenge toh mere yhaa rehne ka matalab kya hain nhi ? ( Sadness clear in her voice )

Sidharth had pain in his eyes which he doesn't show on his face....

Sid - toh tumne letter mein request nhi warning likhi thi ( teasingly )

Sana - Nhii but genuinely Sidharth yeh mein dil se keh rhi hu please dhyan se sunna aur bich mein intreupt mat karna uske baad jo bolna hai bolna , Okay ?

Sid - Okay ( seeking interest in conversation )

Sana - First of all I am really really sorry I know pehle bhi bol chuki hu but right now I really mean it , kyuki mene bht socha iske baare mein , mein iss city mein nayi hu yhaa kya sahi galat nhi ptaa phir bhi tere manna karne ke baad mein jayi... I am really really sorry and secondly yeh explanation nhi de rhi but mujhe na adaat nhi hai esse care aur itne protectivnes ki , matalab mom , dad , bhai , dada , dadi sab bht pyaar karte hai but most of the time akele bitaya hai , kissi ki sunna... Kissi ki manna...uske piche reason sochna yeh sab mere liye nyaa hai so I am again sorry agar mene tujhe kissi tarah hurt kia ho jo ki I know mene definitely kia hai.... ( Exhale a heavy breath ) so ya !

Sidharth was staring at her with lot of emotions in his eyes.... Shehnaaz looked into his eyes and was mesmerized to see so much emotions as if he wants to convey so much from eyes.... Shehnaaz diverted her eyes and Sidharth clear his throat...

Sid - Apologies accepted !

Shehnaaz had a broad smile on her face and went to hug him and lunge into him excitedly and giggling....

Sana - Thank you ! Thank you so much ( and unknowingly kissed his cheeks )

Sidharth froze for a second and then did something unexpectedly he kissed back shehnaaz on cheeks but very dangerously close to lips and this time shehnaaz stiffened by this sudden act because Sidharth doesn't share his emotions really quickly and especially physically....

They both seperated and to avoid awkward atmosphere out of the blue shehnaaz asked....

Sana - sidharth pav bhaji kese lagi ? Aur tumne share ki vikas ke sath... Yeh mat bolna akele akele chat kar gayee...

Sid - shant gadha dhari bheem.... Yes bht achii thi pav bhaji aur mujhe bulane ki zarurat nahi padi vikas ko khusboo sungate sungate khud hii agyaa.... Thank you for amazing lunch but aab humme niche chalna chahiye bht late ho gayi hai nahi..... ?

Sana - nhi nhi ruko mujhe tumse kuch baat karni hai... ( Nervously )

Sid - haan bolo suun rha hu

Sana - voh actually dekho judge mat karna aur please dimag se nhi dil se answer dena.... Voh meri ek friend hai Australia mein usne pucha hai tabse jaa hii nhi rha dimag se toh puchu ?

Sid - haan sana pucho !

Sana - Voh na actually apne flat mate ke sath rehti hai... Toh ptaa nhi ajeeb ajeeb si batein kar rhi thi ki.... Ki jab voh naraz hota hai toh voh depressed ho jati hai.... Usse khush karne mein usse khushi milti hai.... Usse jab voh naraz ho jata hai toh kuch achaa nhi lagta bht uneasy sa feel hota ki kissi bhi tarah usse patch up karne ka mann karta hai....toh voh mujhse puch rhi thi ki yeh sab kya ho raha hai uske sath.... Tumhe ptaa hai kya ?

Sid - ( laughing like maniac ) oh my god ! Tum films nhi dekhti kya ?

Sana - nhi zyada nhi kyu ? Aur tum has kyu rahe ho ? ( Confused )

Sid - Voh dono flatmates ke alawa kya lagate hai ?

Sana - friends obviously... ( Like duhh...)

Sid - well Ms. Obviously ek famous film ka ek famous dialogue hai " ek ladka aur ladki sirf dost nhi hote " ( enhancing sirf word )

Sana - But voh dost nhi hai toh kya ? Mere sawal ka sidhe sidhe jawab dona....

Sid - iska answer bht clear hai madam ki apki dost ko kya hua hai ?

Sana - kya hua hai ? ( Little panic inside )

Sid - uss bimari ka bam hai..... Love ! Pyaar ,  Ishq , mohabbat.....

Shehnaaz was shocked with wide eyes reality hit her hard.... She was not able toh comprehend what to say !  Is she in  Love with Sidharth  ?

They went downstairs at their home.... Waved good night.... And escape in their respective rooms.....

To be continued......

Writer's note : -  Hello Guyz ,  I hope aap sab thik ho.... Aap logo se ek request thi ki please please pray karo... Dua karo...ardas karo kyuki aaj kal baba ji mere nhi suun rhe itne entrance aur approch ke baad bhi mera admission nhi ho raha.... Agar kissi ki prayer accept hojaye toh I will be thankful....mein itne dinoo se thoda likhti thi but admission ki tension itni hai ki likha nhi jatta bas thoda divert karke likha tha kyuki mujhe feeling ptaa hai jab koi story bich mein ruk jati hai...so I am sorry.... Kuch na kuch aa hii jata hai......

Agar baat karee next part ki toh surprise ka intzaar karoo.... Kyuki climax aur confession nazdeek hai.... Filhal iss part ko apna bht saara pyaar toh and apne views aur suggestions dena mat bhulna....

Love you 😚


HEALING WITH LOVE Where stories live. Discover now