PART 20

4.2K 353 4
                                    

Sid - agar mein kahu....voh waqt aab h toh ?

Sana - ( shocked ) mtlb ?

Sid - haan...mein tumhe sab kuch btana chahta hu..... about all the things bothering me.... Will you listen ?

Sana - All ears to you !! But ek questions ka jawab do aaj hi....abhi kyu ?

Sid - mein jhuth nhi bolunga par mene tumhari aur nisha ki batein suun li thi....mein vhi tha jab.... ( And he couldn't say further beacuse of emotions overtaking him )

Shehnaaz understood his situation and rubbed his back in consolence......

Sana - dekho....mein nhi chahti ki tum mujhe uski khii gyi baat p explation do..... Jab tumhe khud se maan kre tab btana.... Lekin tumhari tasali k liye btadu mene uski batein ek kaan se sun ke dusre kan se nikal dii.... I trust you.... And u need not to explain anything....

Sid - But.... Why do you trust me ? Mene essa kuch nhi kia jisse tum mujh p trust kro....phir itna barosa kyu ?

Shehnaaz smiled at the statement and turn towards him....

Sana - of course kia h.... Yhi btata h ki tum bht achee ho... Tumhare natural action hii sab message convey kr dete h isliye tumhe kuch krne ki zaroorat nhi padti....

Sid - tum thoda normal bhasha mein bolo... Har bar doctor vali language use krna zaroori h....?

Sana - Doctor vali language ? Mene kon sa medicine ya surgery k nam lieee

Sid - haan....par normal insan hu mein nhi smjh ayi baat dubara smjhao....

Sana - offo.... Toh mere khne ka mtlb yeh tha ki trust krne k liye kabhi kabar words ki zaroorat nhi hoti you convey by Your action as well..... Jese kese tum sirf apni mom ki baat rakhne ke liye treatment k liye tyaar ho gyee.... Though tumhe ptaa tha ki yeh tumhare liye kitna muskil h..... Kese tum unke bina btaye trip p jaane k vjh se upset th....

Sid - haan toh yeh toh normal h.... Every child love their mom as I do....

Sana - not everyone Siddharth.... Agar tum abhi ja k old age home dekho ge na bhare pade h.... Because their don't want them anymore.... Yeh tum ho kisne easily bol dia esse bht log h jo krte bhi h I agree aur tum unn logo mein atte ho that's very big thing....jo admi apni maa ki itni respect krta ho...unki har baat manta ho....voh kabhi kissi aurat k sath essa bartav kar hi nhi skta....plus sirf yeh reason nhi h jo behaviour tumhara meri taraf h usko dekh k bhi kh rhi hu.....

Sid - aur kesa h mera behaviour doctor sahiba ?

Sana - yeh ek doctor ke point of view se nhi ek ladki k point of view se btaa rhi hu.... You it take a lot of efforts for a girl to trust a man for her safety.... Mein jab se ayi hu tumne kabhi mujhe na koi galat irade se dekha hai na koi line cross ki h... Balki aaj tumne apne comfort zone se bahar nikal k mera soch k tum mere sath ayee.... Khi iss sheher mein koi mujhe harm na karee.... Yeh bht choti chiz hogi tumhare liye but for me it's really a big thing and yeh baat mene kabhi nhi khi kisi ko kyuki mein hamesha se independent aur strong rhi hu.... Aur meri apni safety apne hath mein thi....but aaj khne ka maan h....

Sid - kya ??

Sana - that " I feel safe with you "..

Siddharth smiled at her.....

Sid - Thank you so much....For giving me such a confidence....

Sana - agar tumhe aab bhi lagta h that you should tell me than go on.....

Sid - haan mujhe aab bhi lagta h I should tell you because.....

Sana - Because ????

Sid - Because I trust you too....I know tum mujhe judge nhi karogi.... Mujhe samjhogi...

Sana - bilkul samjhungi.....

Sid - par mein yeh apni doctor ko nhi btana chahta vrna voh apna lecture aur treatment start krdegi.... ( Jokingly )

Sana - what ??

Sid - just joking 😂.....ghar chle bhuk lag rhi h ....khali peet baat nhi hoti....

Sana - chlo ghr chl k baat krenge kyuki bhukh toh mujhe bhi lagi h....

Sid - Ruko !! ( She was getting up )

Sana - kya hua ?? Ghr nhi jana h

Sid - lekin mein chahta hu ki ghr mere sath meri nayi dost chle na ki voh khadus doctor....

Sana - ( laughed ) okk lekin voh tumpe depend karega agar tum apna akdupan chlau karoge toh mein bhi doctor mood mein aungi....

Sid - okk !! Chle aab

Sana - chlo !

T.B.C

HEALING WITH LOVE Where stories live. Discover now