PART 35

4.1K 391 25
                                    

They finished their ice-cream and began walking.... Aab batein toh karenge hii....lekin aaj sana ka mood kuch aur hii tarike se chl rha h....

Sana - mein kya soch rhi thi Siddharth..... Hum har waqt yhaa batein krte h....kuch na kuch topic p lekin aaj nhi karenge.....

Sid - kyu ?? ( Loudly questions ) I mean mujhe yahii toh pasand h humaari batein.... !!

She gave her a smily blush......

Sana - purii baat toh sunoo meri..... Hum baatein karenge lekin batein karne ka tarika alag hoga.....

Sid - ek toh tum sidde sidde koi baat nhi btati ho tumhari yhi dikat h.....

Sana - aur aab tumhe bhi yhi dikat leni h.... Mister....

Sid - what ??

Sana - samjhati hu..... Hum baat nhi  krke poetry ya sahyri bolenge....lekin apna sad ya not so happy moment yaad krke.... Voh jaruri nhi h ki koi incident ho....kuch ehsaas hona chaiye...  Jo bhi tumhare dil mein ho jisse tum niklana chahte ho.....

Sid - ohh Hello !! Mein na shayar hu na poetry likta hu.....toh phir kese ?

Sana - voh mein bhi nahi hu....par ek baar ankh band krke concentrate kro apni feelings par sab ho jayega......thikk h mein start krti hu....

She took a deep breath.... closing her eyes....wind blowing her hair..... walking barefoot and Siddharth gazing this beautiful view.....

Sana : -
Rakh sako toh nishani hu mai                      Khoo doo toh sirf ek kahani hu mai
Rok naa payee jisko yeh saari duniya
Voh ek bundh ankh paani hu mai.......

Sabko pyaar dene ki aadat hai hummne
Apni alag pehchan banane ki aadat hai hummne
Kitna bhi gehra de koi
Utna hii muakuraane ki adaat hai hummne....

Iss ajnabii duniya mai akeli  khwab hu mai
Sawaloon see khaffa chota sa jawab  hu mai
Jo samajh na sake mujhe unke liye kaun
Joo samjh jaye unke liyee khuli kitab hu mai.....

Ankhon sayy dekhoge khush paooge
Dil se puchoge toh dard ka selab hu mai
Agar rakh sakoo toh nishani hu mai
Khoo doo toh ek kahani hu mai......

Siddharth was just looking her without blinking.....

Sid - woww..... I mean aur kya kya talent h tumhe.....I mean kese krleti hoo yeh....

Sana - kya karti hu ?

Sid - Mtlb....har baar mujhe surprise kese Kar deti ho...... Yeh bhi talent h pata nhi tha....

Sana - yeh talent tumhare andar bhi hai bas thoda concentrate karo apni feelings par....

Sid - par kese ??

Sana - bas take a deep breath aur apne dil mein jo h uss par focus karo..... remember bas apni feelings ko words mein badalna h....

Siddharth took a deep breath.... Closing his eyes.... Took a few minutes....his face expression changed...... opened his eyes...looked at sana then forward and spoke this......

Sid : -

Thoda thak saa jata hu aab mai
Isliye dur nikalna chod dia hai
Par esaa bhi nhi hai ki aab mene chalna chod dia hai......

Faasle aksar Rishton mai
Ajeeb sii duriyan bdhaa dete hai
Par aab esaa bhi nhi ki mene
Apno se milna chod dia hai.....

Haa jara saa akela mehsoos karta hu
Khud ko apno ki hii bheed mai
Par esaa bhi nhi hai ki aab mene
Apnapan hii chod dia hai......

Yaad toh karta hu mai sabh ko
Aur parvaah bhi karta hu sab ki
Par kitni karta hu
Bas btana chod dia hai......

There was complete silence after this....they both looked at each other and stopped walking.... wind was blowing.... their hair were moving softly by wind.....they wanted to say million things but could say this and together.....

Sid & sana - can we hug ?

Both firstly laughed....and then.....

They hugged each other.... softly yet with tight grip..... Gently but with a bit roughness....but one thing was fixed.... their compassion & love.....they were hugging for the first time with some feelings within them for each other.....which they are not self aware...... They hugged for about 5 good minutes....and they broke hug in shyness....

Sana - I think thoda zyada hii expressive hogaye. ...... Nhi ? ( Diverting from hugging shyness )

Sid - haan ....... Shayad kuch light.. aur simple bolo ( him too )

Shehnaaz was in a thought for a minute... passed a smile at him... and then spoke this.....

Sana :-
Vishwas kissi par itna Karo ki voh
Tumhare sath galat krte waqt
Khud ko gunhegar samjhe ,

Aur pyaar kissi se itna Karo ki
Uske mann mai hamesha tumhe
Khoone ka daar bana rahe......

Siddharth smirked at her and spoke this......

Sid :-
kabhi kabhi gusaa 
muskurahat se zyada khaas hoti hai....

Kyuki muskurate toh hum
Sabke liye hai....

Lekin gussa hum sirf unke upar
Karte hai jinhe
Hum kabhi khona nahi chahte......

HEALING WITH LOVE Where stories live. Discover now