Chapter 6 (Maha Episode)

2.4K 130 33
                                    

Ns's bodyguards point gun towards ks

Ks(to Ns): tumahari maiya ki ....

Hm: enough ks....aur aap sab please calm down.....pj ss cc , ks ko lekar andar jaaiye

Ks: par ms

Hm: that's an order

Ks: nahi ms hum nahi jayenge

As (shouting): ks andar jaaiye

Ks got scared as she never saw her brother so furious but still she was adamant to stay there, however cc ps and ss took her inside

People: kaisi officer rakhi hai aapne itni batameez inhe to suspend kar dena chahiye

Ns: kj humare saath aisa kaise kar sakti hai humne unka kya bigada hai

People: unhe suspend karo

They all started chanting the same thing

Hm: dekhiye aap sab shaant ho jaiye aur ananya tum ghar jao

Ananya goes

People: hume abhi ke abhi strict action chahiye si ks ke liye

As: dekhiye hum action lenge lekin please aap log yaha se jaaiye , jaise hi action lenge aapko pata chal jayega

As(whispering to hm): hj aap andar samahliye hum yaha dekhte hai

Hm goes inside

Inside mpt

Cc: km please aap shaant ho jaaiye

Ps: aapne jo yeh bina soche samajhe gusse mai jo galti kari hai na uski vajah se aap suspend ho sakti hai

Ks: pj humne koi galti nahi kari hai

Hm (entering): accha to aap ko lagta hai ki aap ne jo kiya vo theek kiya

Ks: ms us jaise ghatiya insaan ko to aur do kantaap parne chahiye

Hm: enough ks aap koi gundi nahi hai jo kisi ko bhi maare jaa kar aapne na case to samjha na details par gayi aur seedha jaakar tapad maar diya aap baat se pehle last ka use karti hai aapki naukri jaa sakti hai aapne bilkul bhi case maturity se handle nahi kiya hai aapko to pakka pata bhi nahi galti kiski thi

Ks: galti us Ns ki hi hai ms

Hm: aapke paas koi saboot hai uske khilaf

Ks is silent

Hm: ks aapka irada kabhi galat nahi hota isliye hum aapki choti choti galtiya nazarandaaz kar dete the lekin is baar to aapne had hi kardi humne kabhi nahi socha tha ki hum yeh kahenge lekin shayad aap is wardi ke laayak hi nahi hai

Ks: maaf kariye ga ms lekin aapko yeh kehne ka koi haq nahi hai

As is about to enter mpt but he stops at the door seeing ms and ks arguing

Hm ( a bit loud) : accha to aap bataiye ki aap itni sure kaise hai ki ns ne hi vo harkat ki hai

Ks(shouting): kyuki usne humare saath bhi vaisa karne ki koshish ki thi

All get shocked

Hm: kya

Ks: haan paanch saal pehle hum jis thaane mai constable the vaha par vo sho tha usne hume bhi molest karne ki koshish par hum kisi tarah bach gaye aur uske khilaf complain kari lekin usse kuch hua nahi uske family background ki wajah se hum bhi aapki tarah jajbati the aur humesha rules aur protocols follow karte the lekin usse kuch nahi hua usko saza nahi mili usne hume mentally bohot torture kara na vo hume transfer lene deta tha aur usne hume 2 saal tak si nahi ban ne diya uske baad hume bohot mushkil se yaha par transfer mila aur us din jab vo yaha aaya tha usne hume tabhi dhamkaya tha jab humara yaha par transfer hua uske baad mai hume pata chala humare baad usne ek aur larki ke saath batameezi ki par usse Ns ke khilaf thos saboot mil gaya to ns ne us larki hi jaan le li aur aaj tak uske parivaar ke aasu unki cheekhe humare dimag se nahi hath to hume bohot guilty feel hota hai kaash humne itna time nahi liya hota humne aur efforts kiye hote usse saza dilana ke liye rules procedure follow nahi kiya hota to kitni larkiyo ki zindagi barbad hone se bach jaati usi din se humne soch liya ki hum jitni jaldi ho sake utni jaldi insaan dilayenge kyuki der se mila insaaf bhi nayinsaaf hi hota hai sur bas hum bhi jajbaato se laat ghuse vali ban gaye par agar aaj bhi hum is position mai aa kar bhi usse saza nahi dila paaye to shayad aap sahi hai hum wardi ke laayak hi nahi hai

Ks controlled her tears the whole time but a tear escaped her eye when she said the last line

All were shocked to listen all this

As eyes were a bit teary listening all this

Even pj hm and ss eyes became teary and cc and bc felt very bad

Ks turns to leave but sees As

All see As then

She walks past him but stop listening to him

As: koi halka sa kuch bol bhi de to aap hume ek ek baat aa kar batati thi lekin itna kuch hogaya aur aapne apne bhaiya ko bataya nahi

Ks control her tears and leaves

Maddam Sir Where stories live. Discover now