" Raaz "

190 44 6
                                    

Purvi looked at Prakashi & Anjali and walked towards them.

Maa, Anjali Bhabhi...ye sab kya tha...aapne se sab natak kiya...kyun...

Puvri...humne jo bhi kiya hai wo theek kiya hai...tujhe aacha lagta ki tera pati kisi aur ke kamre mein raat bitata..

Maa...Jo hamare pati wo Sakshi ji ke bhi pati hain...aur humse pehle...

Purvi tum samjh...As Anjali was about to say something to Purvi, Prakashi held her hand and stopped her. Anjali became silent and Prakshi continued.

Dekh Purvi jo ho raha...use hone de...samjhi...Virendra ka ateet hai Sakshi aur insaan hamesha vartaman mein jeeta hai...jo ki tu hai...Virendra ka vartaman bhi aur bhavishya bhi...aur Virendra toh khud ye chahta tha ki...use nhi rehna tha Sakshi ke kamre mein...isliye humne aisa kiya...tujhe yhi lag raha hai naa..ki Virendra wha nahi rahega toh kaha rahega...toh wo apne padhai wale kamre mein reh lega..wha intezam ho gaya hai...tu chinta mat kar...

Par Maa...

Purvi...and Prakashi this tone made Purvi silent. She agreed to what was said and went away. Virendra came out from Sakshi room and looked at Anjali Prakashi and kids standing there.

Tera bahut bahut dhanyawaad Maa...ibbe mere paas 15 din hai..aur manne 15 dino mein sab theek karna se...

Haan Virendra...tu ja abb aaram kar le...bacche bhi jaag rahe hai..

Haan...aaee...aao Genda Khargosh...chalo...hein tum bade shaitann shaitaan gaye ho...
And Virendra voice faded away with Juhi Manas walking with him.

Anjali and Prakashi were walking in the corridor towards their room when Anjali said..

Maa...aapne kyun rok diya hamein ye batane se..

Anjali yo samay naa hai kuch bhi batane ka...

Maa...par aapne dekha na..Purvi kaise naraz lag rahi thi...use ye sab galat lag raha hai..

Main jaanti hun..abhi use ye sab galat lag raha hai..par jab use sach pata chalega...toh use sab samjh aa jayega...

Par Maa....kab...ye raaz toh humne Jeth ji aur Purvi dono se chupa kar rakha hai...jis din ye raaz saamne aaya uss din Maa..

Uss din Sakshi ka iss ghar mein aakhiri din hoga...par abhi hamein yo dhyaan dena hai..ki Sakshi ke bhavnao mein aakar...Purvi koi galti naa kare...abhi toh Sakshi ko pata nahi hai ki Purvi Virendra ki patni hai...jis din ye baat use pata chalegi..uss din uska asli roop aayega samne..kyonki main jaanti hun...Sakshi kabhi bardasht na karegi ki Virendra ko koi aur apna bana le...use dekh bhi le....

And the days ends.

It was next morning in haveli when Purvi was making Juhi Manas ready for school.

Haathi...

Hmm..

Aaj naa hamare school mein Report cards diye jaayenge..toh aap jaoge lene...kyonki parents ko anaa hota hai...

Haan...hum...and then Purvi thought..
Genda Khargosh...aaj aapke Report card lene Sakshi maa jayengi..theek...toh aap Jake unhe batao...unhe bhi aacha lagega...

Theek hai...chl Manas...

Sakshi was getting ready in her room room Juhi Manas entered.

Mol se jude rishte ki ek Kahani ~ Molkkiजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें