" Priyal changed attitude"

105 42 3
                                    

The car was driving to an old warehouse building some kilometres away from Rewari.

Ye konse duniya ke kone mein pakda hai rey use....

Madam Rewari se bhaag kar yhi paas ke kasbe mein chupa tha...wohi hamare kisi aadmi ne dekha....bas aa hi gaye....

Hmm.....

The car stopped at the warehouse. Priyal got down and before going inside, she saw smoke coming out from some distance.

Ye dhuan kyun uth raha hai waha ....

Madam...bagal mein shaamshaan hai....

Aacha...chalo aacha hai....muh ne khole toh yhi jala dena bagal mein....Chita ko aag main de dungi .....chalo ....

Priyal went inside followed by Vikram. She saw a man sitting..a bit of unconscious... on the chair tied with rope. Vikram brought a chair for her. She sat on the chair and removed her glasses.

Paani ki chitte maaro inki surat par..

Ji.... Vikram sprinkled some water on his face and he woke up with a start.
He looked here and there and saw Priyal sitting. Before he could say anything...she said...

Ye.... main kaha hun...kon hun...ye sab nahi karna....yaha.... Samjhe....mujhe toh pehchaan hi gaye hoge naa...main wohi hun jisko bijli ke jhatke dene ke paise mile the tujhe....aur iss gaon ki Collector...

Coll...colle... collector.....

Lo...ye toh abhi se hakklane laga....paani pilao ise....

Vikram gave him some water to drink. The man drank the water and looked at Priyal. She bended in front a little and said...
Dekh....tere yaha se nikalna ke 2 hi raste hai...ya toh ye aage wala darwaza chun...aur mujhe uska naam bata de jisne tujhe ye bola tha karne ko...ya toh peeche wala chun....

Peeche Wale darwaze mein kya hai....

Peechuu wale darwaze mein shamshaan ka raasta hai....tujhe moksh milega....wo le le....par naam toh batana padega Bhai....

He was feeling restless. He looked at Priyal and then to Vikram and then the two bodyguards standing.

Madam ye aise nahi batayega....isko....as Vikram stepped to hit the man, Priyal stopped him..

Aaye... ruk ruk...sochne de bechare ko....tu soch haan Bhai...main yahi hun....

Madam....as he said slowly...

Haan...aare badi jaldi soch liya...bol haan....

Madam mujhe nahi pata tha ki wo taare aapke bichane ke liye bola gaya hai mujhe...mujhe toh bas paise diye the aur maine kaam kiya tha...aapke liye pata hota toh main kabhi ye nahi karta....

Mere liye pata hota toh naa karte lekin kisi aur ke liye karte....hai naa....

And he became silent. Priyal looked at him and said...
Pariwaar kya bataya tune....

Shaadi shuda hun Madam....2 bacchiyan hai meri....meri biwi guzar gayi..main hi dhyaan rakhta hun apne bacchon ka.... isliye kuch zyada paison ke liye dil machal gaya....

Biwi ko kya hua.... Paise ke lalach mein use bhi taaron se chipka diya kya....

Madam....nahi...nahi....

Dekh bhai....tune jo kiya...usse main Marti ya koi aur....lekin filhaal jhatka ek bacchi ko hi laga.....waha school hai...tu soch....koi aur gaon ka baccha jaata waha aur chipak jata toh....yaa fir Teri bacchiyon ko chipka kar dekhun taaron mein ki kya hota....

Mol se jude rishte ki ek Kahani ~ Molkkiजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें