Few days passed virat started recovering.
It was the day of discharge .
Sai came to virat's room.
Virat was trying to get up but can't bcz of weakness.
Sai: virat sir!
Virat : kyu chila rhi ho bakri ki tarah.
Sai: mai aapko bakri dikhti hu ?
Virat : han!
Sai: han?
Virat : mera mtlb hai nahi ...
Sai: tamiz se bat kariye dr hu mai.
Virat : ji dr sahiba .
Sai: hm... good boy.aapne medicine le li.?
Virat : mm...han...han ..
Sai: pakka nhi li hogi , haina ?
Virat : are nhi!! Kha li hai ...maine ..medicines...
Sai: meri kasam kha ke bolo ?
Virat : kya?
Sai: ki apne medicines kha li hai
Virat : nhi kha...sakta ....
Sai: kyu? Acha matlab aapne nhi khai hai medicines.
Virat : are khai hai ,nhi kha sakta kasam kyu ki ....kyuki....mera pet bhara hua hai aur jagah nhi hai kuch khane ki.... 😅
Sai: aacha mazak tha chup chap dawai khaiye ... lejiye
He ate medicines , making faces as some of them was syrup.
Sai: good ! Mai discharge ki formalities puri kar kar aati hu aur han yha se uthne ki koshish bilkul nhi samajhla!
Virat : ho manjhi aai!!
Sai: aur ha paise pay karne ki zaroorat nhi hai kyuki ye mera hospital hai .aur aap mere pati hai .
Virat : han!!
Sai: aur formalities puri karne me time lag jayega toh aap plz harbariyega mat ok?
Virat : ok!!
Sai: aur rest kariye phn mat dekhiyega eyes close karke rest .. samjhe
Virat: han!!
Sai: aur mai lunch me roti aur karele ki sabji bhejwa rhi hu kha lena pura ..
Virat:🤢 ok!!
Sai: aur....
Virat : 😑😑tum jaogi ya aur aur karte rhogi...
Sai: han han ja rhi hu....
And she went..
At 2p.m. they arrived home
YOU ARE READING
sairat : ghkkpm( COMPLETED✅)
Fiksi Penggemarthis story is of sairat from serial ghkkpm (ghum hai kisi ke pyaar me) .