the namkaran sanskar

1.8K 62 5
                                    

It has been 12 days since the birth of the young princess and it is time for the namkaran sanskar
And the princess is currently sleeping in her mother's arms while her father is running around checking if the preparation been done correctly. At that time samragni chitralekha goes towards him and keeps her hand on samrats shoulder and says
(va -Vikram Aditya and c is chitralekha)

C- Arya sevak kar lenge ye karya aap Rahne dijiye.

Va - Nahi Nahi Chitra Mujhe meri pyari laddo Ke namkaran sanskar me Koi kami nahi chahiye isiliye mai ye kam swayam kar raha Hun.

C- Arya kulguru aate hi honge aap jaakar taiyar ho jayeye.

"Samrat Vikram Aditya" then comes there after getting ready and everyone gathers around for the namkaran sanskar.

kulguru takes the child in his hands to announce the name (k-kulguru)
K- ye kanya Mahadev ka ansh
hai isi karan se mai isika naam rakhata Hun Rudranshi aur kyunki ye dharma raj yam ki bhati dharm ka palan karegi isi karna mai isiko
Yammika aur dharmika naam de ta Hun.

Va-striyon me srvashesht hogi isi karan mai apni putri ko maninimani naam deta hun surya Ke bhati tejaswi hogi isi karan mai isie tejaswini aur suryaprabha naam deta hun .

C-yeh Ayodhya ki Rajkumari hai isiliye ye ayudhina kehlaengi, ye Sab Pe vatsalay ras ki varsha karegi isiliye Vatsala aur preeanshi
Bhi Kahlaegi.

And the namkaran sanskar ended.

Far away somewhere in vrindavan
A boy no older than 5 years was sitting and smiling mysteriously and suddenly a boy age about 10 comes and asks

B2-kanha iese kya muskurahe ho .
K - balram dau aapki mata ne janm leya hai.

B- kya Kanha Satya me.
Krishna while tears brimming in his eyes nods his head and balram starts dancing happily.

B- Mujhe Vishwas hi nahin Hota ki Mata Ne Janm le liya hai .Jab Main Main Unse milunga tab Tumhari Khoob Shikayat karunga fir vah Tumhen bataenge.

K- dau Mere Pyar dau agar aap Unse mil bhi Gaye na Tu Bhi Koi fayda Nahi Hai Kyunki use Kuchh smaran hi nahin hai.

B- aise kaise unhen Kuchh Smaran Nahin Hai.

K- yah Usi Ki ichcha Thi Kyunki vah Ek Sadharan Jivan Jeena chahti thi aur vah apni Sari samiritiyon ke sath Sambhav nahin tha.

B- kanna kya iska Arth yah Hai Ki ki unhe Kabhi Kuchh smarne Nahin aaega.

K- Aisa Nahin Hai Dao use sab Smaran tab aaega Jab Mera aur uska Punar Milan ho jaega.
B- fir theek hai tumne to mujhe Dara hi diya tha.
Thus the day ended .

Meaning of rudraanshi's names
1) Rudraanshi - an ansh of Mahadev or Rudra.
2) Yammika - night or a ansh of yama.
3) dharmika - the one who follows religion or dharma.
4)maninimani - the jewel amoung women.
5)tejaswini -bright, radiant, powerful.
6) suryaprabha - as bright as the sun.
7)ayudhina- as she is the princess of Ayodhya, strong weapon.
8) Vatsala - affectionate, loving.
9)preyanshi - one who is loved by all

Rudranshi Radhika Where stories live. Discover now