Matsya avtar

465 25 1
                                    

Back in vaikunth

Mata lakshmi saw and heard whatever satyavrat said and felt a little gulity and her heart started to change ,
So she said to narayan

L -  Dev aapka Bhakt kya karne ja raha hai aapko Kuchh karna chahie .

N -  Kintu Shri yah sab Toh un manushya ke hi Karmon Ka Karam fal hai na to usmein Mera HaStakshape Aunchit hai yah to Swayam aapane hi Kaha tha nA.

L -  Dev main Janti hun mujhe Bhul ho gai  Kintu  aapke Bhakt Ke Karan Mera Hriday Parivartan ho gaya  kripya kar Jaaye aur kuchh Karenge .

N -  aap kya chahti hai Shri Main Kya Karun Kripa kar spasht Roop se bol de aur  apni ichcha vyakt kijiye . Kyunki yah Baat aap bhi Bhali Bharti Janti Hai Ki jab tak aap mujhse Kahenge Nahin main vah Kam Nahin kar sakta .

L -  theek hai Narayan to yah Meri ichcha hai ki aap Prithvi par jakar manushya aur Anya Prithvi praniyon ki sahayata Karen .

N -   Priya Kya ap ko yah Baat pata hai ki  yah Srishti Prem se bani hai aur Prem Mein Jab Bhi Dwesh  Milta Hai tab Prem Ka  satyanash ho jata hai  aur Prithvi Jise Humne Prem se banaya tha usmein Madhu Katabh Naam Ke In do asur bhaiyon Ke Karan dvesh Mil Gaya Hai  aur Prem dubara is Sansar mein aane ke liye  Madhu kaitBhav Ka Ant Ati avashyak Hai  Kintu inke Paas iccha mrutyu ka vardaan hai . Devi Mujhe is Sansar Mein  DVesh ko Prem se hatane ke liye Jana Hi Padega  aur uske liye Mujhe aapse Bar Bar Dur Hona Padega .

L -  kitne Samay ke liye Dev ??

N -  8 baar Aur 8 ve baar jab humare avtar ka samay khatam hojaega tab longon  ko Prem Ka asali Arth samajh jaega  yah samajh jaega Ki Prem Keval Ek Janm ka sath mein baggi Janm janmantar Ka Bandhan Hai . kya koi Aisi Kale Hai Devi ??

L -  8 bar Dev ,
yah Karya atyant khatam hoga Kintu Srishti Ke Kalyan ke liye Hamen karna hi hoga isliye Mujhe yah swikar hai .

N -  HAaN Priye in 8 Janmo mein  Hamari Kahin Milan Honge aur kaise virah .

both lakshmipati and  Vishnupriya reduced to tears after that they Hugged For the last time and leave for the journey  to make humans understand the value of true love .

back down on earth ,

S -  Narayan aapke Taraf  atmasamarpan ki or Apna antim Bhag Lene ja raha hun .

he is about to pour water on his Head and jump into the Fire  but  a bright light  fills the area  the light is so bright that no one is able to see anything  except for satyavrat who sees a small fish in his water bowl .  he is confused to see the face that it  jump into his  Palm looks closely he sees half Narayan on the fish and realises that this is a Leela of Narayan  a way to help and Guide him during this horrible time.

S -  he Prabhu AapkaLakh Lakh dhanyvad kI aap a gaye Hamari sahayata ke liye  Kintu Prabhu aap itne Chhote Swaroop Mein Hamari Raksha kaise karenge .

to which Narayan Smiles sweetly and  closes his eyes And shows satyavrat his large and magistic form .

N - satyavrat  aaj se saat  din baad Jab mahapralay aaega tab mein ISI Vishal KaY MatSya ke roop Mein tumhara aur sab ka Rakshan karunga  tab tak tum Ek bahut badi naV ka Nirman karo aur usmein Swayam ke sath sath prani, Pashu pakshi aur Saapt rishiyon ke sath
Mera Intezar karo aaj se saat  din bhar Jab mahapralay aaega tab main ISI Vishal Kaay matsya ke roop Mein Tumhara Sarathi Banke use Nav ko surakshit Sthan Tak pahunch Jaunga .

S -  Jo Aa Gaya Prabhu .

N -  aur filhal mere is matsya swaroop ko jal me rakho  Jaise Jaise Madhu kaitav ka Paap badega Usi Tarah Mera Aakar bhi badhega  aur aaJ se theek 7 Din bad  Devli ki Vishal kaAy aarop mein pahunch Jaunga .

S - jo aagya prabHu.
To be countiued.

  Hi guys
So i  hope you are enjoying my book
sorry for not updating for quite a while  from now on I will update rEgularly

















Rudranshi Radhika Where stories live. Discover now