Chapter 9

931 110 31
                                    

Rah: So we are going to same school mean

Sana: Yups. It was my dream school since a long time

Rah: Well honestly I also wanted admission in this school. I think we both have same choice in that case

Sana: Unfortunately

Rah: Whatever

Sana's phone rang. She checked the collar I'd.

Sana: Excuse me

She took her phone and went out. It was a video call.

Sana: Hey mom. Reached back?

Avu: Hii beta. Just abhi pohonchi

Sana: Chlo achha hai

Avu: Hnn. You okk na? Room wagera set kar lia? Koi problem to nhi aayi? Aur lunch

Sana: Nhi mom aap bilkul tension nhi lo. I am fine. Aur sab setting bhi ho gyi. And lunch also I had

Avu: Chlo achha hai. Aur tumhara roommate theek hai?

Sana: Hnn roommate to theek hi hai

Avu: Fine then. Tune to pareshaan nhi kia na usse?

Sana: Of course not mom. You know I am such a good and innocent girl

Avu: (sarcastically) Hnji. Aur kuch? Innocent girl

Sana: Kya mom maine sachme usse kuch nhi kaha

Sm1(from behind) Sivaay mere haath ko nakhun se chheelne se

Sana looked back and glared at him.

Avu: Ye kon bola?

Sana: Mera roommate

Rahul came in frame and waved at her.

Rah: Hii. Namaste aunty. Myself Rahul

Avu: Hello beta. I am so sorry isne kuch batmeezi ki ho to. I am really sorry on her behalf

Sana: Mom

She said with a frown.

Rah: Nhi aunty. It's okk. Aap kyo maafi maang rahe ho. Tension matt lo I am fine

Avu: Achha hai beta. Aur hnn ye kuch bhi ulta seedha kare to tell me okk

Rah: Sure aunty

He said with a small smirk towards Sana.

Sana: Huhhh!!! Mom mein aapki aulad hu ya ye

Avu: Tu chup kar. Mein baat kar rhi hu na

Rah: Hnn aur waise bhi jab do intelligent log baat kar rhe ho to beech mein nhi bolna chahie

Sana glared him. Avu chuckled.

Avu: Achha achha jhagda matt kro. Aur hnn Rahul ye first time ghar se bahar nikli hai to thoda dhyaan rakhna

Sana: Mujhe koi dhyaan rakhne ko nhi chahie. Mein apna dhyaan khud rakh skti hu

Rah: Aunty aap uski tension matt lo. Waise ghar se aese akele to mein bhi pehli baar hi nikla hu but don't worry. Mein apni taraf se poora dhyaan rakhoonga

Avu: Hnn. Chlo take care both of you. Sana ab pareshaan nhi karna

Sana rolled her eyes.

Rah: Bye aunty. You too take care

Sana cut the call.

Sana: Aha ha. Mein apni taraf se poora dhyaan rkhoonga. Kya zaroorat thi mom ko ye sab bolne ki? Tu apna dhyaan rakhle bohot hai samjha

Rah: Wo kya hai na ki sundar ladkio ke ghar walo ko impress kar hi lena chahie. You never know

He said looking at her dreamily. Sana jerked her.

Sana: Abe oo. Zyada sapne matt dekh. Pata ni aese kitne faltu ladko ke maine muhh tode hai. To apne dimaag par zyada zor matt de

With Sid

His office hours got finished and he was roaming outside his home aimlessly.

Juda Ham Ho Gaye Maana
Magar Ye Jaan Lo Jaana
Juda Ham Ho Gaye Maana
Magar Ye Jaan Lo Jaana

Kabhi Main Yaad Aayun Ton
Chale Aana Chale Aana
Tumhe Main Bhool Jaunga
Ye Baate Dil Mein Na Lana
Kabhi Main Yaad Aayun Ton
Chale Aana Chale Aana

Sid's P.O.V.

Uss ghar mein ab jaane ka bhi mann nhi karta jisme pehli baar tumhare saath kadam rakhe the. Kiske paas jaaoo? Koi intezaar bhi to nhi kar raha hai mera waha. Kiske paas jaoo?

Tha Kon Mera Ek Tu Hi Tha
Saanso Se Zaada Jo Jaruri Tha
Tere Liye Main Kuch Nahi Lekin
Mere Liye Tu Mera Sab Kuch Tha

I know I have to be strong for Rahul. Par kya karoo insaan hi to hu. Yaad aati hai tumhari aaj bhi. Tumne to badi asaani se keh dia mujhe divorce chahie.

Nahi Jaana Bhoola Karke
Ye Baatein Tum Hi Kehte The
Rahi Khushiyan Nahi Meri
Ki Tum Bhi Wakt Jaise The

Okk I know poori tarah tumhari galati nhi thi. Samaj aa gia tha mujhe par tumne bhi to mujhe samajhne ki kabhi koshish nhi ki. Mujhse ek baar to baat karti. Maafi bhi maang leta. Par nhi tumhe koi farak hi nhi padta. Chalo mere nhi to apne bete ke baare mein hi soch lia hota.

Tumhara Tha Rahega Bhi
Kare Kya Dil Hai Deewana
Kabhi Main Yaad Aayun Ton
Chale_Aana Chale_Aana

Tumhe dard nhi hua tha kya divorce papers par sign karne se pehle? Ek baar bhi tumne nhi socha? Seriously itni khush ho mere bina? Apne bete ke bina?

Maine Tumhari Baat Maani Hai
Maine Manaya Dil Ko Hai Kaise
Ab Se Raho Tu Khush Ja Bhi Ho
Mera Tumhara Tha Bhi Kya Waise

P.O.V. ends

After sometime, it started raining. He knew  the one whom he is missing is never going to come back. There is no point in all this. He sighed sadly and went inside. He changed his clothes and not feeling like eating anything, he quitely went to bed.

Bhale Doori Rahe Jitni
Nigaho Se Nigaho Ki
Magar Khawbo Ki Duniya Mein
Milunga Tumse Rojana

Yahi Tak Tha Safar Apna
Tumhe Hai Laut Kar Jaana
Kabhi Main Yaad Aayun Ton
Chale Aana_Chale Aana

To be continued

Stay tuned for next chapter

UNREQUITED FEELINGS {COMPLETED} ✔️✔️Where stories live. Discover now