So screen start from preeran where preeta is just going to break the naryal then karan come and snatch the naryal and run preeta also go behind him
Karan (while running) : preeta mere peche mat ao yaha khatra hain
Preeta : pagal ho gye ho kya mujhe mera naryal wapas karo mujhe puja karne hain
Karan (stop running) : arre preeta mere baat samjho yaha khatra
Preeta : Arre kesa khatra hain kuch to nahi hain yaha chalo mere nariyal mujhe wapas Karo
Karan : Preeta Is Nariyal Mein Boom Hai Maine Prithvi ko kisi se baat karte hue Suna Tha aur usne bataya ki vah Tumhen maarna chahta hai isliye usne is Nariyal Mein Boom Laga diya hai please tum yahan se jao Yahan per bahut Khatra hai
Preeta (shocked) : kya is Nariyal Mein Boom Tumse jaldi se fenk do Agar Tumne Kuchh Ho Gaya to Aur Main Yahan Se Kahin Nahin jaaungi Jab tak tum mere sath nahi chalte
Karan : Preeta pagal mat Bano main Tumhen Kah Raha Hun Na Tum yahan se jao Yahan per bahut Khatra hai please mujhe kuchh Nahin Hoga Tum daro mat Tum bus Ghar jao main is Nariyal ko fek ke Aata hun
Preeta : Nahin Karan main Tumhen chhodkar Kahin Nahin jaaungi tum dekhte ho na abhi Kitna Khatra hai aur vaise bhi Prithvi Mujhe maarna Chahta tha aur Tumhen to kush hona chahie ki mujhe maar de ga you should happy Tumhari musibat bhi Chali Jayegi Tumhari property bhi tumhe wapas mil jayge
Karan : Pagal Ho Gai ho Tum main kyon chaunga ki tum Mar jaaun main Aise Soch Bhi Nahin Sakta aur tum apni bakwas band karo jaldi se jaha jao main Tumhen Kah Raha Hun Na to bahut Khatra hai main wapas a Jaunga
Preeta : nahi ye nariyal mujhe do
Saying this she snatch the boom and on the edge of the hill and said to karan
Preeta (teary eyes) : Karan ghar me sabka dhyan rakhna aur mere jane ke bad devdas mat ban jana ( He chuckles) aur cricket apna passion usse mat chodna aur sabko prithvi aur sherlyn se baacha ke rakhna wo log bhut satir hain mahesh papa ka dhyan rakhna good bye I LOVE YOU
Saying this preeta was going to jump but
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
End with this part
Hope you like it please vote and comment 😊

YOU ARE READING
Preeran OS/TS Collection
Hayran KurguIt contain preeran short story on which track you Prefer