A BTS OT7 Indian royal AU.
The princess finds seven charming men who want her heart. Who will be the princess's choice in the end?
Disclaimer : This is a work of pure fiction. So there might be a few unrealistic things. Do not take everything serio...
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Javin ke ghar ke darwaze ki ghanti bajti hai. Lavani darwaza kholti hai.
Lavani : *gasp* Rajkumari Widhisha?!
Lavani Widhisha ko andar lati hai. Lavani ko Widhisha ka naam lete sun sab hall mein jama hote hai. Widhisha Shivnath aur Tanmayi ko gale lagati hai.
Tanmayi : Widhisha! Humari bacchi! Aap thik toh hai na?
Widhisha : Main thik hoon, maa.
Shivnath : Aap vaha se bachke nikli kaise?
Widhisha : Abhi vo sab batane ka samay nahi hai. *looks at the boys* Y/n khatre mein hai. Y/n ki shadi ho rahi hai. Aaj dopeher ko hi. Sushant ke sath.
Sab hairan ho jate hai.
Sooraj : Hume jo bhi karna hai abhi karna hoga. Hum sabko mahal jana chahiye.
Shivnath : Haan, haan, chalo.
Yuvan : Nahi, Maharaj. Aapka jana thik nahi hoga. Aap yahi rahiye.
Nishant : Hum aapse vada karte hai ki Y/n ko sahi salamat wapas leke aayenge.
Harshad : Aapko pata hai Y/n ko kaha rakha hai unhone?
Widhisha : Mujhe toh unhone mere kamre mein hi kaid kar rakha tha. Toh shayad Y/n bhi apne kamre mein hi hogi.
Tanmayi : Bholenath aap sabki raksha kare.
Phir sare ladke nikalte hai mahal ke liye.
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Mahal ke bahar pohochke vo log thodi dur se chupke mahal dekhte hai. Unhe gate pe dikhte hai dher sare guards.
Jai : Yaha se toh hum andar nahi jaa sakte.
Tabhi Javin ko aata hai idea.
Javin : Khufia raasta! Mahal mein ek khufia raasta hai. Hum vahi se chalte hai.
Javin sabko khufia raaste se mahal ke andar le jata hai.
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।