Chapter 18

364 40 132
                                        

??? : Toh yeh hai vo mahal jaha Manjulika rehti hai?

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

...??? : Toh yeh hai vo mahal jaha Manjulika rehti hai?

Chota pandit : Ji, maate. Aap andar chaliye na. Bahar ki dhup aapki khubsurati ko kharab na karde. *chuckle*

Vo aurat apna hath uthake unhe bolna band karne ka ishara karti hai

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Vo aurat apna hath uthake unhe bolna band karne ka ishara karti hai.

...??? : Fizool ki baatein mujhe pasand nahi hai. Chalo mere sath.

Uss aurat ke sath uske do shishya bhi the.

Uss aurat ke sath uske do shishya bhi the

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Bhavna : Aaiye, pandit ji. Aaiye, maate.

Bhavna pandit ji aur uss aurat ko andar lati hai. Andar unhe milte hai Shivnath aur Tanmayi.

Shivnath : *Hath jodke* Pandit ji, aapka swagat hai.

Chota pandit : Dhanyawad, Maharaj. Inse miliye, yeh hai Dakshika mata. Inhone apne kathor sadhna se adbhut shaktiya prapt ki hai. Yeh Manjulika ko yaha se hamesha hamesha ke liye bhaga sakti hai.

Shivnath aur Tanmayi : Pranam, maate.

Dakshika : Pranam. Hume pata chala Manjulika ke bare mein. Hum use pakadke bhasm kar denge!

 Hum use pakadke bhasm kar denge!

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Yuvrani Ke Saat Dewane || Completedजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें