Chapter 24

343 38 146
                                        

Agli subah

Y/n kahi jaa rahi hoti hai lekin tabhi uske samne aa jata hai Sushant

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Y/n kahi jaa rahi hoti hai lekin tabhi uske samne aa jata hai Sushant.

Y/n's dress :

Sushant : Yuvrani Y/n, main aapse hi milne aa raha tha

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Sushant : Yuvrani Y/n, main aapse hi milne aa raha tha. If you're free, can we-

Y/n : I'm so sorry, yuvraj. Lekin Lavani ke school mein dance competition hai. Hume use dance sikhane jana hai. Aapko jo bhi kaam hai, vo baad mein karte hai. Sorry.

Y/n vaha se chali jati hai. Sushant use piche se dekhta hai aur ghusse mein mutthi bana leta hai. Vo jata hai apne dad ke paas.

Sushant : Dad, vo Y/n mere hath aa hi nahi rahi hai

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Sushant : Dad, vo Y/n mere hath aa hi nahi rahi hai. Main jitna uske paas jane ki koshish karta hoon, vo mujhse utna dur chali jati hai.

Sushant ko yaad aata hai kaise vo Y/n se baar baar lagatar friend zone hua tha.

Jagannath : I can't believe tumse itna sa kaam bhi nahi ho raha hai! Sirf yahi ek lauta tarika hai tumhe Shivnath ke raj gaddi pe bithane ke liye. Kuch bhi ho tumhe Y/n ka dil jeetna hoga.

Sushant : Janta hoon. Lekin abh kya kare?

Jagannath : Jab sidhi ungli se ghee na nikle toh ungli tedhi karni padti hai. Lekin phir bhi na nikle, toh chammach ka istemaal karna chahiye.

Yuvrani Ke Saat Dewane || Completedजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें