Chapter 42

842 112 21
                                    

Today was the day of Avu's haldi. Relatives had started arriving. Vaishreem also came before the ritual. They greeted AM.

AM: Tum dono jaoo. Dekho Avu ready hui ya nhi. Aur le aaoo usse neeche

Vaish nodded her head unwillingly and went to Avu's room. Avu was sitting in front of mirror without any expressions and Anu was making her ready. Anu saw Vaishreem in mirror and turned towards them.

Anu: Hii di

Reem: Hello

Vaish: Avu tune baat nhi ki kya sir se?

Anu: Di ne mumma se baat ki thi aur wo papa ko samjhane ke lie maan bhi thi. She tried convincing papa ki ye shaadi nhi karwao. Par papa nhi maane. Di ne koshish to ki. Par koi faida nhi. Papa nhi maanenge iss shaadi ko todne ke lie

Vaishreem looked at each other with tensed eyes.

AM: (from downstairs) Avu ko le aaoo ab. Kitna time aur? Sab wait kar rahe hai

Reem: (shouted back) Aaye aunty

Reem: (to Vaishneet) Ab kya kare?

Vaish: Abhi to neeche jaana hi padega. Phir dekhte hai kya karna hai

Avu: Ab kuch nhi ho sakta

Anu: Hnn papa kbhi nhi maanenge

Vaish: Koi baat nhi sochte hai baad mein iss baare mein. Abhi chalo neeche

They went downstairs. They made Avu sit on ground. Everyone came and applied haldi turn by turn. All gave her blessings but she was lost in her own thoughts. She was least interested in these rituals. She must have been extremely interested if her groom was of her choice. Haldi got over.

AM: Anu, Vaishnavi, Reem. Jao Avu ko le jaoo nahane ke lie

Reem nodded. They took Avu back to room. Avu took bath and changed her clothes. AM called Anu for some work. Avu came out of washroom. Vaishreem were sitting on bed thinking something.

Avu: Dekho tum log aese hi pareshaan ho rahe ho. Meri baat maano ye sab sochna band karo. Aur iss shaadi mein bhi tum logo ko shaamil hone ki zaroorat nhi hai. Meri to life kharab ho hi rahi hai. Papa ko tum par shakk ho gya to tumhari life bhi kharab ho sakti hai. Tum dono jaoo yahase. Mujhe apne haal par chhod do. Ab to waise bhi kuch nhi ho sakta

Reem: Zyada bakwas ki to maaroongi

Avu: To kya karoo?

Vaish: Avi

Avu: Hmm?

Vaish: Siddharth sir ko to pata hi nhi ki teri shaadi ho rahi hai

Avu: To achha hai na. Usne konsa nachna hai meri shaadi mein. Dukh hi hoga aur usko bhi. Kya faida batane ka

Vaish: I think tujhe unhe bata dena chahie. Wo teri help zaroor karenge. I am sure

Avu: Wo kya kar lega Vaish?

Vaish: Ye problem na tum dono ki hai. Teri akeli ki nhi hai. Tujhe sir ko batana hi hoga. Tu sir se help maangegi to wo zaroor karenge trust me

Avu: Dimaag kharab ho gya tum dono ka?

Reem: Yaha par to aaj mein bhi Vaish se agree karti hu. Waise bhi sir ko ye jaanne ka right hai

Avu: Aur kaise bataoongi mein usko? Iss so called shaadi tak mujhe house arrest mil rakha hai. Doli jaegi meri ab bass iss ghar se. Usse pehle mujhe bahar nhi nikalne dia jaega. Parso shaadi hogi. Tabhi mein iss ghar se jaoongi

Vaish: To hum dono kis lie hai? Hum dono jaate hai na sir ke ghar. Baat karenge

Avu: Aur wo tum logo ki baat manega? Already uski job ja chuki hai. Mujhe to ye tak nhi pata ki kis haal mein hoga wo. Aur chalo maan bhi gya to mein uske lie aur problem create nhi kar sakti. Aur theek hai chalo mein usse help maangoo. To kya karega wo? Kar hi kya sakta hai? Mujhe ghar se jaana allowed nhi kahi bhi. Wo yaha aa nhi sakta. Papa ka pata hai na tum logo ko. Chhodenge nhi usse

Reem: Ek try karne mein kya haraz hai? Shayad koi rasta mil hi jae. Aur teri life bach jae. Ek koshish to kar hi sakte hai na. Aur tu khud kyu surrender kar rahi hai yrrr. Ek koshish to karke dekh

Avu: Guys....

Vaish: (cuts her) Avi dekh ek yahi rasta hai tere paas. Aur faisla tera hai

Avu looked at them with pain and fear. Vaish nodded.

Avu: Okk. If you guys say so. But agar wo mana kare to force matt karna

Vaish: Nhi karenge

To be continued

Stay tuned for next chapter

ALLURING INTIMACY {COMPLETED} ✔️✔️Where stories live. Discover now