Reaffirm

231 16 4
                                    

Dear Maa,

Maine sirf aapko hamari Ma nahin, baghwan mana tha. Lekin meri Ma sirf insaan nikli. Maine hamesha kaushish ki aapki beta nahin, balki aapki dhai haath banu. Maine aapko samajh ne ki kaushish ki lekin afsos aap mujhko samajh nahin paaye. Pehle main aapko maafi mangna chahta hu, maine buri taara se baatein ki, lekin main saach ka saath de raha tha. Main sirf aapka beta nahin balki Raavi bhi aapki beti hai, isliye maine aapko woh saab kaha. Ho sake tho mujhe Maaf karna.
Ma, zindagi bahut khoobsurat hai, Divya mujhe samjha rahi hai aur main kaushish kar raha hu samajh ne ke liye. Aapko yeh samajh na chahiye. Kyun ki, jab aap suicide ki dhamki deti ho, yeh sirf hum subko nahin, khud ka apman kar rahi ho. Zindagi kisi ke liye nahin rukh thi. Aaj main yaha hu, shayad kal nahin

Love Shiva

Suman sprinted with her wheelchair from the hospital mandir. She wished God would forgive one last time and give her chance to make it up to her son. What if he....no she didnt want to think that far ahead
Shivas eye flickered open as he saw his mum struggle with her chair to get in. He jumped up to help her and pushed her in
His head spun like a globe and he nearly collapsed when he felt this mothers hold on him. She was still his mother and with her full might , hobbled with her wheelchair to the hospital sofa in the room. She hovered around him and maneuvered her self around the room to grab him water and began to massage his head. When was the last time she did that? He couldnt remember that. He was falling asleep when he heard.
" Mera Shiva. Mera Beta. I'm sorry beta. Main tumse beintehaa mohabbat karti hoon. Main chaha kar bhi kabhi maat bhulna. Meri galti ko Maaf karna"
He clasped his mums hands and took in the warmth of them and said
" I love you Ma. Maine aapko bahot miss kiya"
"Maine bhi"

Subdued- A Shiva Pandya StoryWhere stories live. Discover now