chapter 3

177 8 2
                                    

Chapter 3 :-
Then she went away. Aarohi bhi jaake ready ho gayi or neeche chali gayi.

Karuna :- uth gayi beta? Vivaan kahan hai?

Aaru :- ji aunty, and vivaan ready ho raha hai.

Karuna :- achcha theek hai beta.

Aaru :- aunty aapki kuch help karwaun?

Karuna :- beta Aaj tumhari pehli rasoyi hai toh tumhe sirf kuch meetha banana hai. Aur mujhe aunty mat kaho maa ya mummy kaho theek hai.

Aaru :- ji aun-- sorry mummy. Wo aapko bachpan se aunty bulane ki aadat hai na isliye wo hi nikalta hai.

Dadaji :- arre waah ghar ki sabse chhoti Bahu or sabse badi Bahu kya baatein kar rahi hain?

Aaru :- kuch nahi dadaji bas ye hi ki unki main kuch help karun ya nahi.

Karuna (in mind) :- kaash yahan jaikas bhi hote, unko apni teeno beton ki biwiyon ko dekh kar bohot Khushi hoti.

Debu :- or meri pyaari maa itni sad kyun hai?

Ray :- haan mom kya hua aap achanak se itni sad kyun ho gayi? Abhi tak toh aap khush thi.

Vivi :- mujhe pata hai maa kyun sad hain.

Everyone :- kyun?

Vivi :- obviously dad ke baare mein soch rahi hongi. Bhaiyya kya aap dono bhool gaye ki papa or maa dono ka sapna tha ki wo hum teeno ki biwiyon ko dekhna chahte hain. Or Aaj hum teeno ki biwiyan yahan haazir hain lekin papa nahi hain.

Debu :- Haan tum keh toh sahi rahe ho vivaan.

Aaru (in mind) :- kya vivaan ke father ab Zinda nahi hain? Ya kuch or baat hai? Vivaan se baad mein baat karungi.

Anayal (in mind) :- uncle/jaikas ji ke baare mein kabhi dabbu/Ray ne hume kyun nahi bataya?

Snebhav :- dadi kya vivaan chachu sach keh rahe hain? Hume dadu ko dekhna hai.

Karuna :- beta tum kaise dekhoge apne dadu ko?

Snebhav :- aapke pass unki koi toh pic hogi na.

Aaru :- haan aunty jaikas uncle ki koi toh pic hogi, hume bhi dekhna hai unko.

?? :- main dikhati hun unki tasveer Aarohi.

Sab awaaz sunkar peeche mudte hain or dekhte hain ki darwaze par baalpari khadi hain.

Debanya, virohi, rayal, Neeti, snebhav :- baalpari aap?

Khushi :- ye koun hai bhaiyya?

Karuna :- beta tum inko baalpari kyun keh rahe ho? Tum inko jaante ho kya?

BP :- Karuna ji aap bhi mujhe jaanti hain.

Karuna :- main aapko kaise jaanti hun?

BP :- Karuna ji aapke pati koun the?

Khushi :- aap ye kya keh rahi hain aunty?

Karuna :- khushi chup kar, mujhe baat karne de. (To bp) mere pati jaikas hain.

BP :- or wo kya kaam karte the?

Karuna :- wo scientist the.

BP :- or kahan kaam karte the?

Devansh :- BP aap kehna kya chahti ho?

BP :- bvr vivaan Karuna ji ko sach pata hona chahiye.

Khushi :- bvr? Debu bhaiyya bvr hain? Or vivaan bhi? Toh iska matlab Ray bhaiyya bhi honge haina?

Ray :- nahi beta, main bvr nahi hun lekin main bvr ke saath hun.

Aareeti :- or hum dono bhi.

Anayal :- or hum bhi, hamare saath diksha, vidhi, jiya, or megha bhi hain.

Vivi :- or debu bhaiyya senior bvr hain or main junior bvr hun.

TBC
Glimpse :-
Truth told, same as before, virohi more romantic moments.

Bye!!!

Vivi's dress

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Vivi's dress

Aaru's dress

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Aaru's dress

Life After Marriage (Virohi FF) Where stories live. Discover now