Paani mein jaate hi teeno hosh mein aa gayi thi or ye soch rahi thi ki unke saath ye ho kya Raha hai?
Aaru (telepathy) :- hum log ye kaallok mein kya kar rahe hain bhabhis?
Anayal :- hume bhi nahi pata, lekin dekhne se toh aisa lag raha hai jaise ki hum kaallok ke kaaljal ke andar hain.
Aaru :- haan, lekin hume kuch hua kyun nahi?
Paani pari :- pata nahi!!
BHV :- dooba-dooba hamara aadha kaam toh ho gaya, ab bhabhis or aarohi ko iss kaaljal se kuch nahi hoga. Tum yahin ruko main jaake debu and Ray bhaiyya ki bulata hun.
TD :- lekin dhyan se vivaan kahin timnasa ko tumpar shak na ho jaaye.
Akroor :- kya baat kar rahe ho tum dono? Dekh nahi sakte kya ki timnasa yahan dhyaan mein hai. Chup raho dono ke dono nahi toh main tum dono ko khaa jaaunga.
Bambaal :- gussa mat ho akroor, dono nikamme or nalayak hain inko yahan se bahar nikal dete hain. Phir timnasa araam se apna kaam kar sakti hai.
BHV (in mind) :- ye toh or asaan ho gaya, (to them) nahi nahi hum chup hain.
Birba :- nikal jaao yahan se, bhayrani ko pareshani ho rahi hai.
BHV :- theek hai tum agar itna ins-- keh rahi ho toh chala jaata hun, chalo tauba tauba!!
TD :- haan haan chalo bhayraja, mujhe bhi yahan nahi rukna jahan shree shree tauba tauba ji ki koi izzat hi nahi hai.
Vivi (in mind) :- isko tauba tauba ki itni achchi acting kaise karni aati hai? (To DD) hmm chalo.
Phir dono bahar aate hain and bahar aate hi vivaan ne seedhe debu se mind link kara.
Vivi (telepathy) :- debu bhaiyya, mujhe pata chal chuka hai ki dono bhabhiyan or aarohi kahan hain.
Debu :- good vivaan, main or Ray aate hain abhi.
Vivi :- aap veer and aladin bhaiyya ko or pariyon ko lekar aana, as a backup for our plan. Kyunki ye aapko bhi pata hai ki sher ke muh mein haath daalna itna asaan nahi hai. Or hum toh sher ki plate se khaana uthaakar bhaagne ki baat kar rahe hain.
Debu :- haan mujhe pata hai, or tum timnasa ko sher bol rahe ho?:
Vivi :- nahi bhaiyya, main sirf kahaavat bol Raha hun, and timnasa ki aankhon ke saamne se teeno ko chudana matlab sher ke saamne se khaana uthane jaisa hai.
Debu :- tum sambhalo hum aate hain.
Telepathy end
At veerlok
Ray :- kya hua? Vivaan ne kya kaha?Debu :- teeno mil gaye hain, ab hume apna plan execute karna chahiye, lekin vivaan keh raha tha ki for a backup veer Aladin or saari pariyon ko bhi hum lekar jaayen.
Sidshek :- hum chalenge
Neeti :- lekin bhaiyya main or khushi didi?
Now alasmine and veeriditi ne hi khushi ko notice kara.
Sid :- bhai yahan khushi bhi hai or tu CB ka name aise khula le raha hai.
Abhi :- haan bhai, ye kya locha hai?
Devray ek dusre ki taraf dekhte hain or haste hain
Devray :- kyunki khushi ko hamara sach pata hai.
Sidshek :- kyaa!!!??? Kab or kaise pata chala?
BP :- wo hum sab aapko baad mein batayenge lekin abhi aap sab jayiye or vivaan ki madad kijiye.
At kaallok
Near kaaljal
Birba :- bhayrani, aapko nahi lagta ki bhaymar ke bolne ka tareeka kuch badal sa gaya hai?
YOU ARE READING
Life After Marriage (Virohi FF)
FanfictionBook 2 of Childhood Love I am back with the season 2 of childhood love!!!!!! First read the season 1 then come and read it. It is the continuation of childhood love 1st published :- 27 January 2023 Republish :- 20 September 2024 Disclaimer :- If...