Part 12

2.5K 117 8
                                    

In the Next Morning.

Murtasim opens his eyes and watch how peacefully Meerab sleeping beside him.

"Maine kabhi nahi socha mere zindegi mein kabhi aisa din ayega ki tum meri itne qarib honge.Ahista Ahista hi sahi kya pata ek din tum sach mein meri ban jao.Usi din ka intezar rahega mujhe jis din apni razamandi se tum meri ban jaoge."

Murtasim left from the bed.

In the mid day.

Meerab comb her hair,Looking at Murtasim who doing something with laptop and thinks;

"Kaal Mujhe ek paal ke liye bhi Murtasim se dar nahi laga.Aisa laga uske sath mein mehfuz hu.Shaadi se pehla socha ek chad ke niche do talware kaise rahenge Lekin kaal raat mein Murtasim ne jo Mujhe izzat diya hai woh mein kabhi nahi bhulungi.Kitna sabr se mere sath pesh aaya woh chahta to apna haq zabardasti bhi mang sakta tha Lekin usne aisa nahi kya.Kya yeh wohi Murtasim hai jise mein Bachpan se janti hu yaa koi aur.Kya Murtasim ke taraf se Mujhe aab apna nazariya badalna chahiye."

Then Bhabi begum entered the room and said;

Bhabi begum:Meerab yeh lo beta tumhare walima ka joda.Tum tayar hona shuru kar do mehman aana kuch ghante mein shuru ho jayega.Aaj sab ki nazar is gaddi ki jaanashin ki biwi par hoga.Acche se tayar hona ki log bas tumhe hi dekhte reh jaye.

Meerab nodded her head.

After Bhabi begum left,Murtasim said to her;

Murtasim:Tum tayar ho jau mein bahar chalta hu.

Murtasim goes out from the room.

In the evening.

Meerab dressed up for Walima and waiting for Murtasim to go to the venue.

Murtasim comes to her and gets mesmerising by her beauty.

Meerab:Aise kya dekh rahe ho?
Murtasim:Tumhe.
Meerab:Ajk pehli Baar dekha hai kya?
Murtasim:Apni biwi ko to pehli baar dekh raha hu.Chalo sab bahar humara intezar kar rahe hai.Hume ek sath chal ke jaana hai.

Murtasim extended his hand to her and she holds his hand.

When Meerab gets up,She is about to fall down but Murtasim catch her and said;

Murtasim:Zindegi ki safar mein jitna bhi lad khada jau samhal ne ke liye mein hu tumhare sath har waqt har lamha.

Meerab looks at him.

After a while.

Meerab and Murtasim coming to the venue and sit on the stage.

Then Some sindhi women start dancing and Meerab gets happy to see them and she going to joining them.

Murtasim and Bhabi begum are hell angered by her actions.

Murtasim comes out from the stage and comes closer to Meerab.

And he took her hands and go towards their room.

In The room.

Murtasim gets furious at Meerab and said;

Murtasim:Aisi kya kiya hai maine jo tumne sab ke samne Mujhe itni izzat de rahe the.
Meerab:Kiya kya hai Maine?
Murtasim:Khandan bhar ke samne mera tamasha bana ke mujhse yeh puch rahe ho tumne kya kiya hai?
Meerab:Ek simple sa dance ne tumhara tamasha kaise ban gaya?
Murtasim:Tumhare liye yeh ek simple sa dance hoga Lekin mere liye woh baizzati ka thapad tha jo tumne Mujhe mara hai.
Meerab:Kaise soch hai tum logo ki har ek chij ko tum log izzat ka masla bana dete ho.Kabhi dusro ki bade mein sochte bhi ho yaa nahi.Murtasim tumhare liye jo aana ka masla bana hai woh mere liye ek simple sa dance tha.Mein jis society se belongs karta hu waha ise ek aam baat samjha jata hai.Mere irada tumhare beizzati ka nahi tha Aur na mein aisa chahti thi.Yakeen mano mera.Kabhi khud ko mere jaga rakhke socho Mujhe aisa karke kya faida milega.Aur jis mohol mein badi hui hu waha ise bura nahi mana jata.Nahi pata tha Mujhe jo mere society ke simple matter hai yaha izzat ka masla ban jata hai.

Murtasim left from the room.

Then Mariyaam told to Meerab that Bhabi begum called her.

Meerab comes outside with Mariyaam.

Bhabi begum sees her and said;

Bhabi begum:Aiye bahu rani aap hi muntazir the hum.Hume bhi to apna rask dikhaiye.
Meerab:Accha nahi laga aap ko mera dance?
Bhabi begum:Tumne yeh sab mujhse badla lene ke liye kiya na taki pure khandan ke samne mera sad jhuk jaye.
Meerab:Mera woh irada nahi tha.
Bhabi begum:Acchi tarha se pata hai kya hai irada tumhara.Bohot khub tarbiyat kiya hai tumne Waqas Aur Anila.Bohot accha sikh diya hai beti ko ki use logo samne apne khandan ki tamasha banane se pehle do bara nahi socha.
Meerab:Aap ko jo kehna hai Mujhe kahiye unse kyun keh rahi hai.Har waqt to yehi kehte rehte hai mein Anwar khan ki beti hu jab galtiyan ginwane ke badi aati hai to aap ko yeh mil jata hai.Agar mein ek modern society mein pali badi hu to woh mohol aap ne Mujhe diya tha.Jab sare Galti aap ki hai to dusre par ungli kyun utha rahe hai.

Bhabi Begum trying to slap her but Waqas Ahmed holds her hand and said;

Waqas:Jis beti ki taraf Maine kabhi gusse ki nigha ho se bhi nahi dekha uske upar hath uthane ki izazat Maine kisi ko bhi nahi diya Bhabi begum.Yeh Mujhe apna bap mane yaa na mane beti hai woh meri.(looking at Anwar) Agar tum khudko Meerab ke bap samajte ho to sahi mein uska bap bano.Aise sab ke samne uski be izazati na karo.

Bhabi begum released her hand and said;

Bhabi begum:Tumhare lad pyar ne dekha hai use kaise bigad ke rakha hua hai.Kis tarha se Baittamizi kar rahi hai mere sath.
Waqas:Ji haa Galti meri hai Aur mere sab se badi Galti mein iska baap bana Aur usse der sari mohabbat di.Aur aap ke ghar ki tod tarike sikhane mein naqam raha.Bhul gaya tha jis mashre mein woh badi ho rahi hai woh to uska apna hai hi nahi use to ek din yaha lautke aana tha.Galti mere the Bhabi begum sirf meri.
Bhabi begum:Aab kya tumhari beti ki Galti par mein saza bhi nahi de sakti.

Then Murtasim comes to Bhabi begum and said;

Murtasim:Konsi Galti ki saza denge aap use?
Bhabi begum:Itni Beizzati ke baad puch rahe ho kya Galti kya hai usne.Pura khandan ke samne sharminda karke rakh diya hai hume.
Murtasim:Mujhe to sharmindigi mehsos nahi hui.Aur mat bhule use yaha ke rewayat ke bade mein pata nahi hai.
Bhabi begum:To use pata honi chahiye.
Murtasim:Ek din mein kon sikh jata hai waqt de sikh jayegi sab kuch.Aur woh keh rahi hai na jaan buj ke Kuch nahi kiya.Agar usne dil ki khushi ke liye dance kar bhi liya to kya Baat hai isme.
Bhabi begum:Aab biwi ke age maa se behes karoge.Aab yeh sabse age hai tumhare liye.
Murtasim:Har insaan ke apni maqam hota hai Ma.Aap ko hath uthane ki bajai usko samajne ki koshish karne chahiye tha.Bohot kuch saha hai usne yeh Baat mat bhuliyega.

Angry Bhabi begum left from there.Then everyone also left the place.

Meerab looks at Murtasim.

Pret Ki Dori Uljhi Thare SangWhere stories live. Discover now