Part 22

2.3K 108 8
                                    

In the night.

Murtasim wakes up and sitting on the sofa.

Meerab:Doctors se Baat hui thi kaal tumhara patti khul jayega.
Murtasim:Kuch din Aur rehte to accha hota.Tum aise hi Mujhe khila ke dete Aur parwah karte.
Meerab:Mein tumhara aise parwah nahi karti kya?
Murtasim:Karte ho Lekin bimar padne ke baad kuch jyada hi kiya.Kash mein bohot pehle hi accident karwa liya hota to kisi ke mohabbat ke liye itne din nahi tadapta.

Meerab holds her mouth and said:

Meerab:Yeh Baat dobara kabhi nahi kehna.Tumhe nahi pata Murtasim tumhe us haal mein dekke mein kaisa khud ko qabu kiya.Nahi dekh paa rahi thi tumhe.Allah kare woh din Mujhe kabhi na dikhai.

Murtasim gets up and stand in front of the her.

Murtasim:Lagta hai koi kisi ko bohot jyada hi chahne laage hai.
Meerab:Ho sakta hai.

Murtasim smiles.

Meerab:Ek Baat pucho.
Murtasim:Hmm.
Meerab:Mujhe bachaya kyun tha?
Murtasim:Agar tumhe nahi bachata to khud bhi zinda nahi rehta.Tumhare begair zindegi jiya nahi jayega.Tum batau kisi ka saanse chinke koi zinda reh pata hai.

Murtasim holds her hand and softly running fingers on there.

Murtasim:Tum mere liye mere saanso ki tarha ho Meerab.Tumhare begair zindegi jina matlab saans ke bina jina.Jaise insaan saans liye begair mar jata hai Bilkul Waise hi tumhe Kuch ho jata to mein mar jaata.
Meerab:Itna chahte ho mujhse?
Murtasim:Isse Kahin jyada chahta hu tumse Lekin kabhi bol nahi paya.
Meerab:Lekin tumne to puri zindegi mujhse nafrat kiya yeh mohabbat ka chapter kab khul gaya.
Murtasim:Maine puri zindegi tumse mohabbat kiya Lekin humesha us mohabbat ko nafrat ke chadar mein chupa ke rakha Kahin tumhe pata na chal jaye.
Meerab:Mujhse niqah se inkaar kyun kiya?
Murtasim:Tumhare khushi ke khatir.Aur ek aurat ko uske marzi ke khilaf apna banana mere gairat ne gawara nahi kiya.Meerab,Mere liye mohabbat haseel karne ka naam nahi hai.
Meerab:To tumhare liye mohabbat kiya hai?
Murtasim:Mere liye mohabbat ka matlab kisi ko apni mohabbat mein pura giraftar kar lena hai taki dusra khud ko bejhijak tumhare hawale kar de.
Meerab:Jaise tumne mere sath kiya?

Meerab touched his hand and said;

Meerab:Tumne Mujhe apni mohabbat mein aise giraftar kiya ki mein khud ko tumhare hawale karne ke liye tayar hu.

Murtasim getting delighted to hear that words and wants to come closer but because of his injury he gets hurt.

Murtasim:Oouch!
Meerab:Jyada dard ho raha hai?
Murtasim:Yeh patti bhi abhi hi lagni thi Mujhe.

Meerab laughed and said;

Meerab:Pehle to tum keh rahe the yeh patti na utre kabhi.Aab kya hua?
Murtasim:Pehle to yeh patti ki wajah se tum itne qarib aaye itna parwa kiya Lekin aab is patti ki wajah se mein tumhare qarib nahi aa paa raha.This is not fair.
Meerab:Yeh pattiyan utar ne ke liye tumhe majid rest ki zarorat hai.Tum pehle thik ho jao wohi kafi hai mere liye.
Murtasim:Aab to jald se jald thik hona padega.
Meerab:So jau.Kafi raat ho chuka hai.
Murtasim:Ok.

Then Meerab put him on sleep and she lying down beside him.

Murtasim didn't sleep peacefully because of his injured hand.Meerab feels his restlessness and said;

Meerab:Kiya hua?
Murtasim:Neend nahi aa raha.
Meerab:Mein head massage kar du.Acchi neend aayegi.
Murtasim:Thik hai kardo.

Then Meerab gives him the head message and Murtasim fall asleep.

After a while.

Meerab closed her eyes and fall asleep.

In the next Morning.

Meerab opens her eyes after feels someone touched her hair.

When she opens the eyes,it's Murtasim.

Meerab:Kya kar rahe the yeh?
Murtasim:Jis par mera ek lauta haq hai use cho raha tha.
Meerab:Neend mein mera faida utha rahe the?
Murtasim:Mein to jagte hui bhi aab tumhara faida utha sakta hu.Izazat jo de diya hai tumne Mujhe.
Meerab:Fazool bateen chodo Aur fresh ho jau.Aaj tumhare patti khul jayega.
Murtasim:Thik hai.Uthta hu.

Then Murtasim left from the bed and goes towards the washroom.

Meerab looks at him and recalling the whole beautiful moments with Murtasim.She blushed and smiles.

After a while.

Doctors removed the hand bandage from his hand.And said still he have weaknesses that's why he needs proper bed rest.

In the evening.

A cold wind is blowing outside.Murtasim sitting on the garden area.

Meerab comes there with food tray and a shawl for him.

Meerab put shawl on him and said;

Meerab:Aise thandi hawa mein beithe ho thand laag sakta hai tumhe.
Murtasim:Nahi lagega.
Meerab:Kyun nahi lagega.Murtasim khan ke andar aag ka koi gola hai kya?
Murtasim:Woh to nahi hai Lekin...
Meerab:Lekin kya....
Murtasim:Ek bohot hi caring biwi hai jo use Kuch hone nahi degi.
Meerab:Itna confident?
Murtasim:Haa.Kyun ki Shayed kisi ko bhi ishq ho gaya hai Mujhse.

Meerab gets shy and she brings the bowl of kheer in front of him and said;

Meerab:Khas tumhare liye banayi hu.Khake dekho tumhe pasand aata hai yaa nahi.
Murtasim:Ek shart pe test karunga.
Meerab:Kya?
Murtasim:Aap ne hathon se khilana hoga Mujhe.
Meerab:Aab tumhare hath thik hai.
Murtasim:So what?
Meerab:Aap ni hath se khao.
Murtasim:Mujhe aap ni biwi ke hath se khana hai.
Meerab:Waise bohot jiddi ho tum.
Murtasim:Tumse kam hi hu.

Meerab looks at him with angry eyes and Murtasim smiles.

Meerab feeding him the kheer and Murtasim also feeding her.

From afar elders of the family sees them how happy they are with each other and they pray to Allah for their togetherness.

Author's Note:Reluctance to write has come to me.Don't know how can I continue the story.

Pret Ki Dori Uljhi Thare SangWhere stories live. Discover now