Murtasim tuck her hair in the ears and said;
Murtasim:Bachpan se hum dono do mukhtalif mahol mein bade hui the.Hum dono ki soch bhi ek dusre se bohot alag the.Jab Mujhe Pata laga jis ladki se Maine humesha nafrat kiya hai aab uski mojudgi gi Mujhe affected kar raha tha to us waqt Maine apne dil Aur dimag se humesha jang lada.Mera dimag yeh manne ke liye tayar hi nahi tha ki Mujhe tumse mohabbat ho gaya.Lekin dil ne kaha Mujhe tumse behad mohabbat ho gaya.Is liye humesha chup chup ke tumse mohabbat kiya Aur samne se humesha nafrat jataya ta ki tumhe kabhi mujhse shaq na kar pao.Is liye Maine tumse niqah bhi nahi karna chahta tha.Mujhe sunkar khush hona chahiye tha ki jisko Maine mohabbat kiya uske sath pura zindegi bitane jaa raha hu Lekin mera manna tha razamandi ke bina kisi ko haseel karne ka naam mohabbat nahi hai.Mera mohabbat adhora rahe woh bhi Mujhe manzur tha Lekin tumhe naa khush dekhna Mujhe bardast nahi tha.
Meerab gets tearly eyes and said;
Meerab:Itna mohabbat kyun karte ho?
Murtasim:Pata nahi kyun karta hu tumse itna pyar Lekin itna pata hai tumhe mohabbat kiye begair reh hi nahi paya.Meerab hugs him tight and said;
Meerab:Itna mohabbat maat karo mujhse mein Shayed badle mein itna mohabbat tumhe naa de pau.
Murtasim:Tum mere sath pure zindegi ho yehi kafi hai mere liye.Meerab broke the hug and Murtasim wipes her tears and said;
Murtasim:Tumhare ankhon mein ansu Mujhe Bilkul pasand nahi hai.Humesha hasti raho.
Then Murtasim collect some paper and said;
Murtasim:Jaane ka maan nahi kar raha Lekin kam khatam karte hi jaldi laut ayunga.
Meerab:Mein intezar karungi.Murtasim gives her a forehead kiss and left from there.
After a while.
Meerab gets a call from Saba.
Saba:Meerab tum Mujhe aaj mil sakte ho.Woh darasal mein Hydrabad aaya tha to socha tumse millu.
Meerab:Mein free hu aaj.Tum Mujhe location send karo mein aati hu.Meerab takes Bhabi begum's permission and left to meet with Saba.
Saba said her to meet in the restaurant.
In the restaurant.
Meerab comes there and finds there is no one in there.She wants to call Saba then Ruhail comes to her.
Meerab:Tum yaha kya kar rahe ho?
Ruhail:Tumse milne aaya hu.
Meerab:Lekin Mujhe tumhare shakal bhi nahi dekhni.
Ruhail:Milne to tum mujhse hi aaye ho yaha.
Meerab:Kehna kya chahte ho?
Ruhail:Bas itna Saba ko bandok ki nokh pe tumse milne ke liye bola Phir usne tumhe yaha bulaya.
Meerab:You are sick.Hatho mere raste se nahi rehna Mujhe yaha.Ruhail holds her hand and said;
Ruhail:Tumhare liye pura restaurant book kar diya.Aur tum jaane ke liye keh rahe ho.Aisa aaj nahi hoga tum mere sath yeh sab kuch chodke chali ayuge aaj.
Meerab:Aapni shohar ke chodke Kahin nahi jaana.
Ruhail:Tum to jaoge chahe woh zabardasti kyun na ho.Then Ruhail wants to forcefully take her but someone holds his hand and said;
Murtasim:Hath chodo uska.
Ruhail:Tum Bilkul humare bich maat ao.
Murtasim:Mein nahi tum mere Aur meri biwi ke bich aa rahe ho.
Ruhail:Tumhare biwi hone se pehle yeh meri mehboba hai.Aur kiya biwi biwi laga rakha hai.Jiske sath tumhara koi rishtan hi nahi hai woh sirf naam ki biwi hai tumhari.Sab pata hai Mujhe tum dono ke bade mein.Meerab ne Mujhe sab bola ki woh tumse mohabbat nahi karti Aur tum dono ki rishtan bhi zabardasti juda hai.Woh rehna bhi nahi chahti tumhare sath.Kyun ki usne humesha mujhse mohabbat kiya hai.Aur to aur...Murtasim looks at Meerab and Meerab released her hand from Ruhail and slap him tight and said;
Meerab:Ek bhi jhoth Aur bola to zaban kinch lungi tumhara.Jhoth kyun bol rahe ho Maine kabhi tumse mohabbat nahi kiya.Tumne Mujhe pareshaan kar rakha tha.Mein tang aa chuki aab tumhare dewangi se.Chale jao Ruhail meri zindegi se.Aur chain se jine do Mujhe.
Ruhail wants to touched her face but Murtasim punch him and said;
Murtasim:Galti se bhi meri biwi ko chune ke himmat kabhi maat karna.Warna anjaam bohot bura hoga.
Ruhail:Nahi woh tumhari biwi.Meerab meri hai.Then Murtasim beat him badly and leaves with Meerab.
In the home.
Murtasim is hell angered at Meerab and said;
Murtasim:Mujhe bina batai use milne kyun gaye the.
Meerab:Mein Saba se milne gayi thi Mujhe nahi pata tha woh idhar aa jayega.
Murtasim:Use hum dono ke bedroom ke khabar kisne diya.
Meerab:Maine nahi bola Yakeen mano mera.Shayed Saba...
Murtasim:Meerab mein aab is bade mein Baat nahi karna chahta.Please Mujhe akela chod do.
Meerab:Tum mujhse shaq kar rahe ho?
Murtasim:Maine aisa nahi bola.Bas akele rehna hai Mujhe.Meerab left from there with tears in eyes.
In the terrace.
Meerab falls out tears then Anwar khan comes there and said;
Anwar:Pareshaan ho?
Meerab:Aise koi Baat nahi hai.
Anwar:Suna hai dard bhatne se thoda kam hota hai.Dard khatam hone se accha hai na thoda sa kam ho jai.Baap manke naa sahi anjaan samajke hi bol do.Meerab looks at him and she feels her heart wants to share her pain with somebody.
Then Meerab disclosed everything to Anwar including Ruhail's past activities.
Meerab:Murtasim Mujhe shaq kar raha hai use shayed laga hoga mere sath Ruhail ka koi chakkar tha Aur mein unse milne gaya.Shayed aap bhi yehi soch rahe hai mein kitna bad kirdar hu shohar ke hote hui bhi ger mard se taluk rakha.
Anwar:Nahi Maine uspe yakeen rakha jo tumne Mujhe bola.Aur sach kahu Murtasim bhi tum par shaq nahi karra.Bas uske dil tot gaya tumhe us ladke ke sath dekke.Zahir si Baat hai koi bhi gairat band mard ko yeh bura lagega.Aur upar se usne aise baten kaha jo tum dono ke bich ke baate thi.Suna hoga Ruhail ne Saba ke muh se Lekin usne to yehi bola na Murtasim se ki yeh sab tumne use bola tha.Yeh Baat koi bhi shohar bardast nahi karega.Waqt do Murtasim ko woh thik ho jayega.Yakeen hai usko tum par.Uske jaga koi aur hota to pata nahi kiya karta.
Meerab:Agar woh mera kirdar pe shaq kar raha hai to mujhe bhi use safai nahi dena.Koi meri kirdar par ungli uthai woh Mujhe bardast nahi hai.
Anwar:Aaj agar tum Murtasim ko kisi ladki ke sath dekhti Aur woh ladki tumhare Aur Murtasim ki apas ki baat tumhe bolti to tumhe woh bardast hoti?Meerab thinks about it and recalled how she reacts with Murtasim when he just talked with a lady.
Anwar:Pata hai Meerab Duniya mein aise bohot log hai jo apni zid ko bar karar rakhne ke liye rishtan kho dete hai Aur aise bhi hai rishtan bachane ke chakkar mein izzat e nafs ko mar dete hai Lekin tum dono mein se Kuch nahi karna.Nahi rishtan khona Aur nahi izzat e nafs.Murtasim ko manau Aur use sacchai bAtau Phir agar woh tumhari Yakeen naa kare to safai mein ek lafz bhi maat bolna.Tum khud ko sahi sabit karne ke liye Aur tum dono ki rishten ko thik karne ke liye usse baat karo.
[I know this chapter is digester.]