Part 05

2.7K 138 13
                                    

Meerab coming to downstairs.

She finds Bhabi begum's angry look for her.

Bhabi begum:Kya soch kar tumne us ladke ki khandan ki yaha bulaya hai?
Meerab:Bas milna tha unse is liye.
Waqas:Jab Maine inkaar kar diya to tumko kya zarorat thi yeh sab karne ki.
Murtasim:Kyun ki aap ki beti humesha apni marzi se chalti hai chacha.Ise dusre ki feelings ki sentiment se kya taluk.Yeh humesha wohi karti hai jo isse karna ho.Koi kya sochta kya chahta isse koi fadak nahi padta.
Meerab:Ho gaya aap logo ka.Yaa Phir kuch Aur kehna baki hai.
Waqas:Bohot galat harqat kiya hai tumne beta.Aur Mujhe bohot mayus kiya hai.
Meerab:Mein humesha wohi karti hu baba jo Mujhe sahi lagta ho.Aur Mujhe is rishten ko ek chance dena galat nahi laga.
Anila:Tumhe to humesha shaadi ke naam se chid thi na to aaj kya ho gaya.
Meerab:Aap ko to khush hona chahiye mama shaadi se leke mere jo nazariya hai woh badal raha hai.
Murtasim:Yaha khade hoke is dheet ladki bateen Sunake koi faida to nahi hai.Chaliye Mehman ka sahi tarah se istekbal karte hai.Ghar aye Mehman ki beizzati nahi honi chahiye.

They are going to attend the guest.

After a while.

Meerab comes and sit next to boy's mother.

Lady:Au beta hum to aaj tumse milne aaye hai.
Meerab:Ji ha pata hai jaise kaal Mariyaam ko milne aye the.

Lady feels embarrassed.

Lady:Salma khanam hume aab der nahi karni chahiye aaj hi baat pakki ki rasm karna chahta hu.

Before Bhabi begum say anything,Haya comes there with food tray.

Meerab:Haya tum yaha kyun aaye ho?Aur gharke sare mulazma se bhi keh do bahar na ay.Kya pata kaal ki tarha woh meri jagah tumhe yaa unko pasand karde to.Inke ladke ka kuch bharosa nahi aise harqat woh pehle bhi kahin ghar mein jaake kar chuke hai.Dekhne kisi ko jate hai Aur pasand koi aur aa jata hai.
Lady:Yeh kiya Bakwas kar rahi ho?
Meerab:Sach kehri hu Auntie.Yakeen na aye to aap ke bete ko hi puch le.Usne hi Mujhe bola yeh baat.Yeh harqat woh kahin jaga kar chuka hai Lekin mere jaisa pasand ise koi nahi aaya.
Boy:Yaha kya aap ne hume be izzat karne bulaya tha.
Meerab:Itni si baat ko tumhe apna beizzati laag raha hai.Kaal tumne jo harqat ki the uske bade mein kya kheyal hai.Ek ladki dekhne aake kisi aur ko pasand karna kya us ladki beizzati nahi hai.Aise karne mein logo ko darmiyan darar nahi aate.Ladkewalo ho to kuch bhi harqat karne ki legality milta hai kya tumhe.Sirf apna pasand Aur khushi nazar aata hai tum logo ko.Us ladki ke dil mein kya bitti hai uska koi ehsas bhi nahi hota tumhe.Agar tumhe Mariyaam se niqah nahi karna to saf saf inkaar kar do kya zarorat hai mere liye rishtan bhejne ki.

They feel embarrassed.

Meerab:Agli baar kisi ladki ko dekhne jau na to us ladki ki izzat Aur ehsas ka kheyal rakhna.Bohot shok hai na niqah karne ka to suno Mujhe tum pasand nahi ho.Aab aap log yaha se jaa sakte hai Allah hafiz.

Then they left from there.

Meerab looks at her father how he feels proud of her.

Bhabi begum:Yeh kiya harqat thi.
Meerab:Unko sabak shikhana jaruri tha.
Waqas:Mujhe aap ni beti par fakhar ho raha hai Bhabi begum.Maine uske tarbiyat aise nahi ki woh kisi na haq baat par chup rahe.

Bhabi begum didn't say anything and goes to her room.

Meerab hugs her father.

In Meerab's room.

Mariyaam comes and hugs her and said;

Mariyaam:Thank you mere liye stand lene ke liye.
Meerab:Kisi ke zaidti Mujhe bardast nahi hai.Aur sach kahu to woh ladka tumhe deserve hi nahi karta tha.

Mariyaam smiles at her.

In the night.

Saba called Meerab.

Saba:Meerab yaar Karachi kab lautoge?
Meerab:Pata nahi.
Saba:Yaad hai na kaal tumhare birthday day hai?
Meerab:Yaad hai.
Saba:Is baar bhi birthday humesha ki tarha Hydrabad pe manaugi kya?
Meerab:Shayed ha.
Saba:Is baar to humare sath manalo.
Meerab:Mushkil hai yaar aanaa.
Saba:Ek kam karte hai subha humare sath manalo shym ko family ke sath mana lena.
Meerab:Ok done.

On the other hand.

Someone buy a diamonds bracelet and said;

"Saalghera ki bohot bohot badhai ho.Aur yeh tohfa mere taraf se us ladki ke liye jo mere dil ke bohot qarib hai."

In the next Morning.

When Meerab opens her eyes she finds her father in sitting there.

Waqas:Happy Birthday my beautiful daughter.
Meerab:Thank you baba.
Waqas:Batao kiya chahiye apni baba se.
Meerab:Aap ka sath Aur aap ke bohot sare mohabbat.
Waqas:Phir bhi Kuch manglo.
Meerab:Baba mein apna birthday apne friends ke sath celebrate karna chahta hu.
Waqas:Beta tumhe to pata hai pisle 25 saal se Anwar ne kaise tumhara birthday dhumdham se celebrate karte hai.
Meerab:Mein Shym se pehle aa jaungi na baba.Pakka promise.
Waqas:Thik hai Lekin Shym se pehle aa jaana.
Meerab:Thank you Baba.

Then Meerab gets off the bed and goes to freshen up.

When Meerab is getting ready to then a maid comes with some box and said;

Maid:Bibiji yeh apke ke liye kisi ne bheja hai.
Meerab:Mujhe de.

Then maid left and Meerab opens the box and finds a diamond bracelet.

Meerab:Yeh kisne diya hai box ke upar koi naam bhi nahi likha hai.

Then she finds out a chit.

"Aap ki tarha khubsurat tohfa to hai nahi the Phir bhi ise Qubool karna.Happy Birthday the most beautiful creation of Almighty."

Aap ke chahnewala."

Meerab:Ruhail Mujhe Yaha bhi aab chain se jine nahi dega.

Right then Saba called Meerab and asked;

Saba:Kab tak aa rahe ho?
Meerab:Bas nikalne hi wali hu.
Saba:Jaldi au Yaar.
Meerab:Accha suno Ruhail ko Hydrabad ke address kaha se mila hoga koi idea hai?
Saba:Mein samjhi nahi.
Meerab:Ruhail ne Mujhe yaha birthday ka gift bheja hai.
Saba:Lekin yeh kaise ho sakta hai?
Meerab:Matlab?
Saba:Ruhail out of country hai.Woh uske father ke tabiyet Achanak se kharab ho gaya to unhe lekar woh chala gaya.
Meerab:Mein tum he aake kyun baat karti hu.

Meerab holds the gift and said;

"Agar yeh Ruhail ne nahi bheja to kon ho sakta hai."

[Whoever read the story, I have humble request for all that if you like the storyline please leave your feedback.If I don't receive response I feel like maybe story not going well]

Pret Ki Dori Uljhi Thare SangWhere stories live. Discover now