HM: maa aaj humain loatnay mei dyar ho jaey gi, office mei ek buhat zaroori meeting hai. Bimla mausi ko keh diya hai hum nay woh ap k Sath aaj hospital Chali jaen gi or hum wapisi par ap dono ko wahen say pick kar lyn gay, AKSH ki chinta mat kijeay ga hum office say keh k kisi ko wahen bulwa lyn gay..
Maa: haseena bimla ko kehnay ki Kiya zaroorat thi hum akelay chalay jatay na?
HM: ha akeli Chali jati or doctor nay Jo apko instructions di hoti woh hum sab chupa layti.. mat bholain k DR smirti humari friend bhi hai..humain sab pata chal jaey ga, pata nahi yeh urgent meeting aaj hi kyun honi thi.
Maa: tum chinta mat Karo hum chalay jaen gay..
HM: yeh lyn bimla mausi bhi aa gaen.
Bimla: phir subha subha tum dono saas Bahu jhagra kar rhy ho?
Maa: ji nahi haseena hum say jhagra nahi karti... Nimrit karti hogi tujh say jhagra.. humari bahu toh inteha shant or samjhdar hai.
HM: bimla mausi yeh humari saas nahi hai na hi hum inki bahu hain..
Bimla: ha ha jantay hain hum tum dono saas bahu bad mei pehlay maa beti ho.
HM: lekin bimla mausi..
Maa: chup kar haseena tu. sach mei Haseena jaisi bahu qismat say milti hai. Haseena ja ab tujhe dyar nahi ho rhi hai?
HM: ha ja rhy hain maa, AKSH ko deekha maa kahen dikh nahi rhi hai.
Maa: deekh ja k woh kahen gaari mei toh nahi baith gae hai.
HM: ji maa shaid woh bahir ho.. hum chaltay hain or mausi Jo bhi doctors kahey humain ap sab sach sach batain gi.
Bimla: ha theek hai beta..
HM: acha hum chaltay hain ap dono dhayan say Jana. Or hospital pohnch k humain call Kar dayna bye...
Maa: tu bhi Sahi say Jana.
✨✨✨✨✨✨✨✨
Haseena is observing the tyre of her car..
HM: isay bhi abhi puncture hona tha, AKSH ko bhi school drop karnay mei dyar ho jaey gi or meeting mei hum dyar say pohnchain gay so woh alag..
"Agar ap bura na manain toh mei ap dono ko drop kar dun"
A tall young and handsome man asked her politely who is around 37 years old.. she turned to see him.HM: who?
Man: hi I am amit , Amit Tiwari apka padrosi.. bimla Tiwari ka beta.
HM: bimla mausi k bete par hum 4 saal say yahan hain kabhi apko yahan nahi deekha?
Amit: actually mera Kuch din hi pehlay yahan transfer hua hai mei dehli mei tha pehlay.
May I
YOU ARE READING
"KUCH KAHI ANKAHI"
Fanficthe story start from the end... when we think everything is finished and the actual story stars from there.. life is unpredictable when we think everything is now on normal path the life takes turn and finish all...