A request

1.2K 299 84
                                    

Standing at the doorstep of her house, he knocked on the door with a heavy and guilt-ridden heart, Amar opened the door coming face to face with the king of suryagarh.

" Maharaj ko hum gareebo ke darwaaze par aane ki Ky zarrorat pad gyi, ya raasta bhul gye hai" he let out venomous words.

" Baat krni hai, ek raja ke naate nahi balki ek pati ke naate" he voiced out, Amar's expression softened but he masked them quickly.

" kon hai darwaze par??" Vaishnavi's voices come gaining both of their attention.

" Andar aa skta hu??" he questioned, Amar give him aside to let him enter.

" Aap yahan??? Sb theekh toh hai na??? Sehnaaz bhi aayi hai apk saath" she bombarded him with a lot of questions.

" unhe bethne toh dijiye" Amar said.

" maaf kriyega..ap bethiye, mein abhi pankha lekar aati hu aur khuch khane ko bhi"

" Amar khuch baat karni hai, dekho mein janta hu ki maine jo shehnaaz ke saath kia woh sb glt tha, chitranjar Maharaj ushe jodhpur lekar jaane wale hai khuch dino mein,"

" Aur woh maan gyi?? Jaane ke liye??" vaishnavi questioned stunned by the revelation.

" kaki sa shehnaaz ne jaane ke liye haami bhar di hai," she hummed.

" mujhse ky chahte hai ap??"

" tum ache se jante ho shehnaaz ki jaan ko khatra hai, hum chahte hai ki tum chitranjar maharaj aur shehnaaz ke rakshak ban kar unhe jodhpur tak chor ke aao"

" kyu apk naya senapati ish qaabil nh hai,"

" shehnaaz ki raksha karne ke qabil tumhare shivaye ish pure rajya mein koi nh hai,"

" aap ushe jaane denge??"

" uska faisla hai, aur agr ushe yahi theekh lagta hai toh yahi behtar hai sbke liye"
*************
" Raasta chore humara" Shehnaaz yelled at Randhir who ceased her way.

" kyu bhabhi sa thode waqt humse bhi baat krle"

" hum aap jaise logo ke muh nh lagte, raasta chore humara warna hume achi tarike se rasta banana aata hai"

" shehnaaz tum mere pass khud chl ke aaogi, mere kaksh mein, mere.."

" zarror aaungi lekin woh din tumhari zindagi ka aakhri din hoga devar sa, acha ishi mein hai humse dushmani mol le na, ek chiktsak( doctor) hai hum, kab kha kis chiz mein zeher mila du pta bhi nh chlega, pta chla yudh chetra ki jagah aap apne kaksh mein hi chal basee"

" Yahi...yahi cheez toh hai jo mujhe lubhati hai,"

" bahi sa!!!" Vaishali called him, she loves her both brothers equally but Sidharth's words rang in her mind, she doesn't want to believe them but the way he is acting weird.

" Boliye ky chiye meri behn ko"

" umm haa woh hume na kalakand khana hai jo gaanv mein bazar lagta hai wahan ka, aap laa denge"

" bilkul"

" shehnaaz tum theekh ho" she asked following her towards the garden.

" hume ky hoga, hum bilkul theekh hai"

" aap btaiye koi pressani hai toh, khuch bana du apk liye..apk pasandida moong daal ka halwa" she asked.

" Ab aap mere saath aisa bartaav krengi, hum dost hai na, aise baat toh na kro" she requested.

" hume laga ki aap bhi baaki sab ki tarah nh apna na chahti hum dono ke ish naye rishte ko"

" Bhabhi sa, mujhe sharminda na kre ye keh kar, bahi sa ke saath vivah hua hai apk, aur mein kon hoti hu manne wali ya na manne wali" She stated.

The King of suryagarh (on hold)Where stories live. Discover now