Prologue.

177 18 2
                                    

It was a stormy night and he was driving, all tensed. When he reached there, he saw her standing on the terrace. It was a double storey bungalow, hence her figure was not clear, but he knew it was her.

He immediately ran to the terrace and was shocked to see the scene in front of him. A man was lying dead on the ground, covered with blood and She stood there holding a big, sharp knife with blood dripping from it.

He- Yeh ..... Yeh kya hai?? Aur tumhare haath mein yeh chaaku?? (Shocked, Looking towards a dead man) Kisne kiya yeh??

She- maine.

He (shocked)- what!!!!??

She- haan. Maine kiya. Ab toh yeh bhi nahi hai. Ab toh tum mujhe apna sakte ho.

He was shocked would be an understatement.

He (shocked cum angry)- are you out of your mind!!?? Tumne isski jaan le li, mujhe apna husband banaane ke liye?? Maine tumse clearly kaha tha ke hum friends the aur mai uss friendship se jyada tumhare saath koi rishta nahi rakhne wala. Mai tumse pyar nahi karta, toh phir kyun??

She- kyun nahi karte pyar?? Kya kami hai mujhme?? Sundar nahi hoon?? Padhi likhi nahi hoon?? Tumhari tarah ameer nahi hoon?? Aakhir kami kya hai??

He- baat kami ki nahi hai. Har insaan mein koi na koi kami hoti hai, mujhme khud hazaaro kamiyan hongi. The thing is that you can't force me to love you.

She- please aisa matt bolo. I love you. Tum thoda time le lo, I'm sure you'll start loving me. Mai..... mai ek achhi ladki hoon.

He- tum kitni achhi ho, (Signaling towards the dead man) yeh toh mujhe dikh raha hai.

She- yeh maine tumhare liye kiya hai. Tum---

He- no!!! Yeh tumne mere liye nahi, apne obsession ke liye kiya hai. Aaj isska murder kar diya, kal koi aur pasand aa gaya toh mera kar dogi. Mai kissi murderer se shadi nahi kar sakta. (Her hold on the knife tightened) Apne obsession ke liye tumne ek maa-baap se unka beta cheen liya. Mujhe tumhari shakal bhi nahi dekhni. (Her hold on knife tightened even more.) You are a sick murderer. Mai ek murderer se kabhi pyar nahi kar sakta.

She (angrily gritting her teeth)- kya kaha tumne??

He- wahi jo tumne suna. I. Will. Never. Love. You. Never!!!!!

She- toh theek hai phir. Agar tum mere nahi ho sakte toh tumhe kissi aur ka hone bhi nahi doongi.

His eyes widened in shock.

He- kya matlab hai tumhara??

She raises her hand to stab him but he held her hand on time and a scuffle started.

He- paagal ho gayi ho kya!!?? Kya kar rahi ho!!??!!!!

She- mai apne pyar ko kissi aur ka nahi hone doongi!!! You have to die!!!

He was trying to rescue himself but even he didn't even know where She was getting all the power from and it was becoming difficult for him to handle her. In a reflex to save himself, pushed her but since they were standing near the parapet, she fell off the terrace. He was shocked and ran to hold her but he was late.

She fell down on the ground and blood splashed all over.

He (stretching out his hand)- nahi!!!!!

____________________________

*Clears throat*

Yatri kripya dhyan dein. Yeh kahani poori tarah se kalpanik hai, jiska asal zindagi se door door tak koi rishta naata nahi hai. Bhoot, pret ya aatma jaisa kuch bhi asal zindagi mein nahi hota so kripya kar ke iss kahani ko manoranjan tak hi seemit rakhein.

Kripya iss kahani ke kissi bhi hissey ya kissey ko apne dil, dimaag, jigar, gurde ya fefde pe na lein. Padhte samay saath saath apni tippani, jissey hum angrezi bhasha mein comment kehte hain, zaroor dein aur update khatam hone par taare ka chihn (star button) dabaaein.

Sabse zaroori baat. Kripya kamzor dil wale, jinhe khoon kharaabe se dikkat hoti hai, woh yeh kahani na padhein.

Ab aapka jyada sar na khaate huye mai apna chhota sa bhashan yeh keh ke khatam karti hoon ki scoll kijiye aur aage padhiye.

Dhanyawad sahit,
Aapki aashawadi,
Aapki lekhika urf writer. 🙏🙏🙏🙏

 🙏🙏🙏🙏

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Shaapit...Where stories live. Discover now