•The eid festival always brings happiness and joy amongst the families...
Ks bhi aaj apni pheli eid hm k saath celebrate karne vali hai..ks gently pura Ghar ki decoration kar rhi thi..
Ghar k darwaze pr moon lights lagate waqt ks accidentally apna balance kho deti hai..our almost balance kho deti hai..
Tabhi Hm Ghar k bahar Jaa hi rahe the..
Ks apna balance kho kar hm k samne hi neche gir jaati hai..
Ks : ammmiiii..meri kamar...
Hm ks k saamne bethate h our haste h..
Hm : aapko sach me lagta hai yaha koi movie chal Rahi h.ham hero hai our aap koi heroine .??
Ks : dimaaj kharab Mt kariye aiii..ek toh samne khade pakda bhi nhi our upar se apne daat dikha rhe h..
Hm : hame sapne aa rahe hai jo hame pata hoga ki hamare samne hi aap girne vali..hai..in Stern voice
Hm : our aapka diyaan kaha rehta hai??
Ks apni kamar pr hath rakhte huye apne aap se bolti hai...
Ks : diyaan to aap me hi tha tabhi toh hawa me per rakh diya aiii..
Dono khade hote h...
Tabhi ks ki lagai huyi lights hm our ks k upar gir jaati h..ks achanak dar kr hm ko hug kar leti hai..
Hm :kya musibat hai ..in annoyance
Hm lights hata kr side me fekte hai..
Hm : lights giri thi ...ab hampr girna band kariye ..he said in Stern voice and remove her hand form his neck..
Ks : aap aaj beyhadh haseen dikh rahe hai..ks lovingly ran her finger on his face ...and hm held wrist in a tight grip..
Ks : itna kas kar toh koi apne dushman ka bhi haath na pakde ,ham toh fir bhi aapko biwi h,kuch toh lihaaz karo hamare rishte ka..she taunted him for purposely inflicting her pain..and he twisted her hand and pinned it on her lower back..
Hm : nahi karna hame koi ilaaz is benaam rishte ka..our na usme judi hui kisi insaan ki..hm said in anger and pushed her away..
Ks ki aakho se aashu aane lgte hai..ks jante hm Aisa ruthless our heartless insan banne ki koshish kyu kar rhe
Author's pov
He wanted her to leave him..but she was determined to win him with love and patience
End..
Ks : aapko kitni badtameezi karni hai hamse kr lijiye haashir..par ham bhi bahot ziddi ladki hai..aapki nafrat ko mohabbat ki aag me jala kr bujha nhi diya ,toh hamara naam bhi mrs. Karishma Malik nahi..
Hm : ek din me kon sa pahad ukhad logi ..Aaj raat k baad waise bhi ham sabko bata dege ki ham alag ho rahe h..hm dusted off his shirt and left from there..
Ks vapas lights utha vapas Ghar ki decoration me lg jaati hai..
••••••
Ks apne gale me pendent pehen ti hai our apne aap ko mirror me dekhti hai..