Wassup party people! 🥰
Hope aap sab theek houngaye. Mein bhi theek hee houn, kinda (uni sucks) but that's besides the point.Kuch mahinay pehlay it hit me ke 2023 chalraha hai (shocking ikr) aur Qurbat ko publish kiye it's been THREE. FLIPPING. YEARS. 365 into 3?? Idk, aap sab maths mein mujhse behtar houngaye. Khair. I thought of writing an epilogue (3 chapters ish) but baat nahi bann rahi thi. Tbh, flow itna kharab ho gaya hai na ke bas. Lekin, flow ki talaash mein apki writer ko eik naya idea aya. Aur jaisa ke kuch log (ahem ahem labskhan 🤫) jaantay hee houngaye, agar eik dafa mere dimagh mein idea aajaye toh ussay execute karne ka bhoot charh jaata hai mujhpar.
Toh ussi bhoot ke kaam ko mein aap sab ke saamne, iss purmusarrat mauqay par, laana chahti houn.
*D R U M R O L L 🥁*
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
3.
2.
1.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.Acha okay sorry.
I PRESENT TO YOU
🥀 H A S R A T 🥀
Summary ka chota sa hissa:
Ab muhabbat ki thi toh aazmaish bhi sehni thi. Lekin apni muhabbat ko aazmaish mein dekhne se zayada asaan ussay uski nafrat sehna laga tha. Tabhi apni muhabbat ko paana eik hasrat rakhna asaan laga tha.Yeah, I wrote a sequel gurl (and boiis)!
Welcome to
Islamabad se Karachi duology
✨ ☀️ 🌙 🌊 ✨Hehe, if you liked Qurbat, hopefully you'll like this one too 🌝
Head over heels larka and sunshine girls are my weaknesses. Uskay illawa, the story is v v different. I haven't written (drafts included) something like this, and tbh thora darr lagraha hai ke aap logoun ko pasand aye bhi ya nahi hehe
Khair, you can find it on my profile!Please give it a try, and let me know ke kesi hai! Your feedback is what will get me going and what will make me write it. Honestly, I needed a break from uni things, and this might be it. 🥹
Bas itna hee tha. Aap se ab toh mulaqaat hoti rahegi, In Sha Allah ❤️ bas duaoun mein yaad rakhein.
And remember, YOU are amazingly, superbly, incandescently extraordinary!
Read that again. ;)فقط،
Apki writer
zayys
YOU ARE READING
Qurbat | ✔️
RomanceQurbat (قُربت) transl. Proximity "𝘒𝘩𝘰𝘰𝘯 𝘢𝘶𝘳 𝘮𝘰𝘩𝘢𝘣𝘣𝘢𝘵 𝘴𝘦 𝘣𝘢𝘯𝘯𝘢𝘺 𝘳𝘪𝘴𝘩𝘵𝘢𝘺 𝘬𝘢𝘣𝘩𝘪 𝘯𝘩𝘪𝘯 𝘵𝘰𝘰𝘵 𝘴𝘢𝘬𝘵𝘢𝘺..." Salaar Ahmed, baees (22) saal, ka London jaanay ka maqsad sirf apna postgraduate mukammal karna nahi...