At kaira mansion,
Naira came into the room and started thinking something..
After naira birthday,
2 months later,
Kaira are sleeping peacefully in each other embrace just then Naira feel uneasiness.
Naira open her eyes and sit on bed, because of Naira sudden moment kartik sleep disturb.
Kartik: jaan what happened.
Naira: pata na...
Naira ran into washroom and started vomiting.
Kartik: jaan you alright.
Naira: haa Kartik..
Kartik: mana kiya tha Kal itni panipuri mat Khao par tumhe to sunana nahi hai.
Naira: kartik mein..
She again vomit..
Naira: tum scold kyu kar rahe ho.
Kartik: scold na karu to kya karu dekho ho gayi health kharab.
Naira: kuch na..
She again vomit.
Naira: in mind, ab yeh devil nahi chhodega mujhe.
Kartik: jaan..
Naira: kartik mujhe thodi pata tha ki yeh ho jayega nahi to mein nahi khaati.
Kartik: bulk mein na khaati, tum to eise khaa rahi thi jaise Pani puri tumhe fir khaane ko nahi milegi.
Naira: haa to, india se aane ke baad Kal pehli baar mene Pani puri khaayi thi. Tum kya jaano Pani puri ki craving Kartik babu.
Kartik: haa mujhe thodi pata hai sab kuch to tumhe pata hai dekho isliye nahi khaane deta tha dekho kya ho gaya..
Naira: kartik subha subha to mat scold Karo.
Kartik: chalo aao bahar.
Naira came out and sit on bed.
Kartik: muh kholo..
Naira: kyu..
Kartik: Laddu khilane hai.
Naira: really kaha hai.
Kartik: dekho apni harkate health kharab hai fir bhi Laddu ke naam se face par glow aa gaya.
Naira: kartik mujhe Laddu khaana hai.
Kartik: kuch nahi milega tumhe chalo muh kholo temperature check karna Hai..
Naira: huh devil.
Kartik shake his head and started watching the time.
Kartik removed thermometers and check its normal.
Kartik: temperature to normal hai.
Naira: really chalo isi baat par Laddu khila do na please.
Kartik: bilkul nahi milega ab se tum wo Khaogi jo mein bolunga..
Naira: mujhe nahi khaana ghass fuss.
Kartik: khaana to padega hee nahi to..
Naira: nahi to kya.
Kartik: I bow down you in soup.
Naira: jaada bano mat mendak nahi to soup Bana kar tumhe pee jaungi.
Kartik: jaan be in your limit.
Naira: to tum bhi unlimited mat ho.
Kartik: chalo rest Karo.
Naira: nahi mujhe Laddu..
Kartik: nahi milega mana kiya na ek baar..
Naira: mujhe khaana hai khaana hai khaana Hai.
Kartik: jaan.
Naira: kartik plz apni chotu si biwi ki chotu si wish puri nahi kar sakte.
Kartik: haa nahi kar sakta.
Naira: in mind, dhoosht kahi ka 100 Hitler mare hoge tab jaa Kar iska birth huya hoga.
Kartik: don't cursed me in your little brain.
Naira: kartik.. my baby...my khuchi ku..
My.Kartik: shut up jaan.
Naira: kyu shut up aaj mujhe tum par bahut pyaar aa raha hai.
Kartik: jaan stop buttering.
Naira: arey pyaar aa raha hai to aa raha hai.
Kartik: huh jab aana chahiye tab aata nahi hai aur ab Laddu khaana hai to madam ko pyaar aa raha hai.
Naira: Kitna kharab ho na tum.
Kartik: mein soch raha tha ki Laddu laa deta hu tumhe par ab mein kharab hu to Laddu cancel.
Naira: nahi cancel nahi tum kharab thodi ho tum to repair ho mera Matlab hai tum to bahut sweet ho, bahut cute ho, mere pyaar kittu.
Kartik: kittu..
Naira: haa Sara din kit kit jo karte rehte ho isliye kittu.
Kartik: ab to bikul nahi milega kuch bhi.
Naira: kartik.
Kartik: shut up jaan, mein jaa raha hu.
Naira: Laddu lene.
Kartik: nahi meri jogging ka time ho gaya hai, tum bhi yoga Karo Kal bahut Pani puri khaayi thi kahi Pani puri jaisi na ho jao.
Naira: haw Kartik tum.
Kartik without listening to her went out.
Naira: dhoosht, papi, adiyal ghoda, Medak kahi ka tar tar karke chala gaya yeh nahi apni sunder si biwi ko Laddu khila de, ab mein kya karu mujhe Laddu khaana hai mumma Laddu bej do. Arey mein kaise bhil gayi net se recipe dekh kar khud Bana leti hu, yeh devil to gaya jogging par 2 hrs se phele nahi aane wala, yeh mein Laddu khaungi wo bhi ek nahi bahut sare..
Yippee..
Naira happily went to kitchen and started making Ladoos..