Woh meri zindagi ka sabse Khushi ka din tha jab me nae 2puc mein school first liya tha.
Us din mere papa mama sab bahut zyada Khush the.AajTak kabhi bhi me mere mom se juda nahi hua tha lekin mujhe chennai jana tha b.com karne me wahan gaoun kae colleges me nahi padhna chahta tha.
Mere mom aur dad bahut mana nae kae baad Raazi hogaye Thae mujhe chennai bhejnae kae liye.
Mujhe scholarship aur merit me seat milgayi thi aur mere marks dakkae admission waqt college principal shabashi diye the, us din pehli baar mere dad kae ankhoun mein me nae woh izzat daekhi mere liye.
Jab meri mom mujhe chod kar jarahi thi tab unhoun nae mujhse ek promise liya tha kae me koi bhi aisa kaam nahi karunga jisse kae unko takleef ho.
Aur woh log Mujhe mere Jeeju paas chod kar chalegaye.
Mere jeeju chennai me work karte the woh room Me akele rehte the.
Me unhain bhaiya he bulata tha kyu kae woh mere Badae bhai the, mera koi bhai nahi tha aur mujhe zaroorat bhi nahi thi uski mere mere 3 behen aur bhai jaise jeejus he bahut kaafi the.
Ammi Abbu se bechad kar rehnae ka gham tha par bhai nae sambhal liya mujhe aur bahut jald he me akela rehnae seekhliya tha.
YOU ARE READING
Love Beyond Limits
RomansaLove beyond limits is a true story of a couple who proved this entire world that there is nothing more precious than love.