Asalamlikum
How are you all?
Enjoy the chap and This beautiful song ❤
************************************
Precap:
Magar hum dono jasa he enter hwe ghar kisi ka larna ke awaz a rahe thi ma or aleena taaze sa ghar ke tarfa baaga and samna jo log lar raha tha Un sa muja ya umeed nai thi ....
***********************************
Maheen pov:
Humara samna or koi nai daniyal or Palwasha dono bacho ke tarha laar raha tha .
Or Azaan or Aneez Un dono ko lartha dakh raha tha or sath ma enjoy be kar raha tha .
Aleena: " Palwasha Kya hwa ha lar q rahe ho tum ?"
Palwasha: " ma kab sa is dani ka bacha sa bool rahe hon ka muja bahar la jaya but nai ya maan he nai raha ha"😑
Daniyal: " Aleena apni kal mere test ha or assignment be mili ha bohat ma free nai hon Adam bhai ko kaha ya phir qasir bhai ko "
Maheen: " Acha theek ha tum jao apna room ma ma dakh thi hon "
Azaan: " ohhh so Ap Kya dakh na wale ha kon la jaya ga hum sub ko bahar ap?"
Maheen: " ma q la jaon ge qasir ha na or wasa baki ghar wala kaha ha ?"
Ma na sub ke tarfa daka ghar par srif hum youngster he tha
Maryam na mere sawal ka jawab diya baki sub na to jasa mere baat suni he nai
Maryam: " Wo ghar wala gaya ha dawat par baba ka dost ke bethe ke shadi ha or unho na sub ko invite Kiya tha so sub gaya ha bari ami na kaha ha ka Ap he raat ka kana banao ge "
Maheen: " what na karo yaar ma khud inthi taak gaye hon ab kana be banao ge "
Palwasha: " wasa mere pass eik plan ha q na hum sub bahar ja kar dinner kar la is tarha outing be ho jaya ge or muja kuch shopping be karni ha ma wo be kar lon ge "
Aleena: " baat to sahe ha tumhari but abhi dinner ma bohat time ha tab taak tum log tayar ho jao ya phir kuch or kar lo ma chai banana ja rahe hon kise ko pene ha?"
Sub na ha ma sar hila diya q ka humara ghar ma srif qasir coffee petha ha baki sub chai ka shoqeen ha ❤
Aleena kitchen ke tarfa chal de or ma apna room ma change karna ka liya chale gaye
Change kar ma be chai pena ka liya necha chale gaye sub log garden ma he tha swat ma sardi kuch zayad he ho gaye ha or is sardi ma chai or sath garam garam pakora mil jaya to maza he kuch or hotha ha
ESTÁS LEYENDO
Zindagi Eik Khwab (ON HOLD)
EspiritualYa story eik ase larki k bara ma ha jo zindagi sa kuch umad laga k bathi ha magar zaroori nai ha k zindagi ma wahe ho jo hum chahtha ho Y story maheen,Adam or azaan k bara ma ha jo zindagi sa mayoos ho gaya ha Magar Allah kabhi be apna banda k nai...
