Asalamlikum
How are you all ?
Enjoy the chap and song also😉
Wow my story is
#1 in friendship
I'm so happy right now
***********************************
Maheen pov:
Still in the past
Ghar ma sub log bohat disturb tha so ma na socha ka aj collage na jaon Mehar aunty be bohat chup ho gaye ha Ahmad uncle be kahe nazar nai a raha ha Adam or azaan koi be nazar nai a raha is ka matalb ka azaan kal raat sa ghar aya he nai ha
Ya Allah us ko kuch be na ho
Dill he dill ma dua kartha hwa ma bahar garden ma a gaye but waha phehla sa he adam batha hwa tha
Ma wapas jana ka liya palat he rahe thi jab us na awaz de muja
Maheen: " jee?"
Adam: " kise ho tum ab zayad dard to nai ho raha ha ?"
Maheen: " nai to bus ab theek ha azaan kaha ha?"
Adam: " pata nai yahe kahe ho ga"
Maheen: " Kya Khan baba waqi ma us ko Canada baj dain ga?"
Adam: " muja to yahe lagtha ha but muja eik baat samaj nai a rahe ha?"
Maheen: " wo kya?"
Adam: " Khan baba ko or Ahmad uncle ko kis na bathaye is sub ka bara ma?"
Maheen: " wahe to ma be soch rahe hon ma na to srif mama ko bathaya tha"
Opps ya Kya bool diya ma na Adam muja shock sa dakh raha tha
Abhi ma us ko puri baat bathana wali thi jab hum dono na drawing room ka darwaza zoor sa band hona ke awaz sune is ka eik matalb tha ka kise na hum dono ke baat sun le thi
Ma dill he dill ma dua kar rahe thi ka wo insan azaan na ho
Adam be muja he dakh raha tha hum dono andar chala gaya but waha koi nai tha
Maheen: " maybe hawa ka sath darwaza band ho gaya ho ga"
Ma na Adam ko dakh kar kaha but wo muja sun he nai raha tha
Lekin kuch darwaza hawa sa nai bad gumani sa band ho jatha ha insan par humasha humasha ka liya
Adam mere baat sun kar chala gaya
Lekin muja janaa tha ka Ahmad uncle ko ya baat kisa pata lage ha
Aur ya baat srif Ahmad uncle he batha saktha ha muja
So ma study room ke tarfa chal de.....
VOCÊ ESTÁ LENDO
Zindagi Eik Khwab (ON HOLD)
EspiritualYa story eik ase larki k bara ma ha jo zindagi sa kuch umad laga k bathi ha magar zaroori nai ha k zindagi ma wahe ho jo hum chahtha ho Y story maheen,Adam or azaan k bara ma ha jo zindagi sa mayoos ho gaya ha Magar Allah kabhi be apna banda k nai...
