Dinner+Assma

188 28 152
                                        

Asalamlikum
How are you guy's?
Enjoy the chap
================================

Precap:

Us ka baad meri or Adam ka beach ma koi baat nai hwe or theek 15 min baad hum us ka dost ka ghar ka samna tha

And I was really surprised ma bus Adam ko he dakh rahe thi .

================================

Maheen pov:

Hum dono aur kese ka nai balka urood ka ghar ka bahar tha

Maheen: " hum yaha Kya kar raha Hain Adam?"

Adam: " hum yaha dinner par invited ha "




Maheen: " kinthi buri baat ha na abhi nikah hwa ha srif hum dono ka or unho na hum dono ko dinner par bula Liya jab ka urood bhai ke shadi be ho gaye ha magar abhi taak hum logo na Un ko ghar par invite be nai Kiya ha "

Adam: " it's ok aj wapasi par kar dana ok ?"

Maheen: " ha ya acha ha"

Us ka baad hum dono andar chala gaya jaha par urood bhai hum logo ka intezar Kar raha tha

Urood: " ohoo aj ya eid ka chand kaha sa nazar a gaya ha ?"

Zindagi Eik Khwab (ON HOLD)Histórias para pegar e não largar. Descubra agora