Asalam O Aalikum everyone
Happy independence day 💚💚💚💚💚
**************************
Third pov:
Zindagi ma eik ajeeb sa sukoon a gaya tha Khan baba or yousaf sahab outing sa wapasi par he kahe chala gaya tha or abhi tak nhi aya tha kaha gaya tha kese ko pata nai the bus intha pata tha ka wo apna kese jana wala ka yaha gaya hwa HA
Maheen or aleena ka beach ma abhi tak sard jang chal rahe thi jis ko maheen bohat koshish ka baad be khatam na kar saki is liya ab wo be chup ho gaye thi
Adam or azaan be theek ho gaya tha sub subha office ka liya nikal jatha to raat Dar taak he wapas atha ghar is liya maheen or Adam ab kam he miltha rehtha khud sa magar ya kam milna acha tha q ka bechani thi eik dill ma to dosara ma Gila ha magar lab khamosh tha
Kabhi kabhi lafz chaheya he nhi hotha ha ankha sub raaz ulgal dathi ha maheen Adam or azaan Palwasha ka sath be yahe ho raha Un ke ankha wo wo raaz bayan karna lagi thi jo Khan mansions ma gunna tha
MAGAR dill ke sar zameen par kaha chaltha ha ya duniya ka usool waha to bus wo usool chaltha ha jo dill khud chahtha ha
**********************************************
Aj tabiyat theek na hona ke waja sa Adam office nhi gaya tha magar ghar reh kar be us ko kon sa araam karna tha abhi be wo apna room ma beth kar laptop par office ka kam kar raha tha Un ka hath laptop par bijli ke tarha chal raha tha kuch dino sa wo kuch badal sa gaya tha or ya baat maheen na sub sa zayad note ke thi Adam jesa banda jo ka moqa dhondtha rehtha maheen ko tang karna ka ab khamosh rehna laga tha
Abhi wo kam kar raha tha ka daniyal Adam ka room ma dakhil ho gaya or us ka pechay maryam aleena thi jo ka ghar par reh kr khamoshi sa sub kuch note kar rahi thin
Adam: room knock karna nhi seka ha tum na daniyal kabhi Kya?
Maryam: ohooo Adam bhai Hitler na bana zayad wasa be hum sub note kar raha ha Ap na bohat badal gaya ha Ap ke shadi Kya kara de ghar walo na Ap to karos he ho gaya
Adam: Kya bola tum na karos or Hitler hahahahahaha maheen sa classes la rahe ho Kya meri pyari se choti se behan 😂😂
Aleena: ya sub choro tum muja batao Kya hwa ha koi problem ha jo be ha humay bata do ya phir kese or sa share kar lo is tarha bemar to tum kabhi nhi hwa ho or chup be
Adam: asa kuch be nhi ha ya bus tum logo ka waham ha or ma bemar nai hon bus Tora sa tak gaya hon ab maheen ke tarha tum sub log be muja insan nhi samaj tha ho Kya
Mazaq mazaq ma he dill ka dard bayan kar he diya gaya han ya khamoshi be eik rog hothi ha jo andar sa taba kar dathi ha insan ko or phir khamoshi waha sa ho jaha sa kabhi koi umeed he nhi dilaye gaye ho or ya or takleef da hothi ha
Aleena: maheen ko to chor da Ap us na kab kese ko insan samaj ha us ko duniya ma khud sa zayad mazlom or koi nhi dikhtha ha
Daniyal: ab asa be nai ha kabhi kabhi hum khud he sa eik baat soch latha ha or phir us ko jawaz bana ka fasla be suna datha ha
Adam: Dani sahe bol raha ha or aleena ma note kar raha hon tum ab mahe sa baat nhi karthi ho kuch hwa ha Kya tum dono ka beach ma batao muja jaldi sa batao
Aleena: asa kuch nhi ha bus wo be busy ha apni life ma or ma be busy hon Ap zayada na socha asa kuch nhi ha 😊
Maryam: but aleena api mahe na muja bathaya tha ka Ap un sa khafa ha or Un sa larin thi Ap wo bohat khafa thi azaan wali baat sa or baba wali baat sa be
VOUS LISEZ
Zindagi Eik Khwab (ON HOLD)
SpiritualitéYa story eik ase larki k bara ma ha jo zindagi sa kuch umad laga k bathi ha magar zaroori nai ha k zindagi ma wahe ho jo hum chahtha ho Y story maheen,Adam or azaan k bara ma ha jo zindagi sa mayoos ho gaya ha Magar Allah kabhi be apna banda k nai...
