Asalamlikum guys
I know a lot of you want to know ka maheen and azaan ka beach ma Kya hwa tha that so here you'll know now
And also enjoy this beautiful song
***********************************
Maheen pov:
19 year old maheen:
Aj collage ma bohat kaam tha ma to thak gaye hon or har din ke tarha ma azaan ka intezar kar rahe hon wo aj kaal bohat late atha ha muja pick karna or phir ghar par jhoot boltha ha ka traffic thi rastha ma ........
Ma collage ka gate sa bahar kare ho gaye aj but azaan ke car ma humari senior lala roh thi ya Kya kar rahe ha is ka sath ?
Azaan na kabhi mujh sa is ka zekar q nai Kiya ha ya dono Kya dost ha or agar Khan baba ko pata lag gaya to Kya ho ga
(Humara pathano ma ya sub nai chaltha ha )
Us ko othar kar azaan na car humara collage ka samna kare kar de ma car ma bath gaye aj muja is sa pochna ha ka ya is lala roh ka sath Kya kar raha ha
(Lala roh ka pata nai kintha larko ka sath chakar chah raha ha)
Maheen: " Asalamlikum "
Azaan: " Walaikum Aasalam "
Maheen: " tum aj phir late aye khairyat? "
Azaan: " ha wo rastha ma bohat traffic thi is liya"
Aj phehla dafa azaan na mujh sa jhoot bola ha wo insan jo mere sub sa acha dost ha jo mujh sa koi be baat share Kiya bina sukoon sa nai batha ha aj jhoot bool raha ha
Maheen: " ok theek ha"
Ghar atha he phir baba na wahe sawal liya ka late q aya or azaan na phir jhoot bool diya lekin ma inthi gum thi ka ma na daka he nai ka koi muja is sara time ma note kar raha tha
Change karna ka bad jab ma necha aye to mama na muja apna room ma bula liya
Mama: " maheen Kya tum or azaan aj phir traffic ma pas gaya tha? or ma sach jana chahthi hon"
Ma na mama sa kabhi be jhoot nai bola ha balka kisi sa be nai muja Un ko sach bathana ho ga
Magar azaan agar wo naraz ho gaya toh but ya us ke problem ha na ka mere
Maheen: " Nhi mama hum kisi be roz traffic ke waja sa late nai hwa ha"
Mama: " Kya matalb maheen tum dono kaha jatha ho har roz ?"
Mama na mere baat beach ma he kaat de Mama be na
Maheen: " Nhi mama ma kahe nai jathi hon azaan ka sath wo collage he late atha ha muja lana or aj an ma na us ka car ma apna collage ke larki ko daka wo larki sahe nai ha mama "
BINABASA MO ANG
Zindagi Eik Khwab (ON HOLD)
SpiritualYa story eik ase larki k bara ma ha jo zindagi sa kuch umad laga k bathi ha magar zaroori nai ha k zindagi ma wahe ho jo hum chahtha ho Y story maheen,Adam or azaan k bara ma ha jo zindagi sa mayoos ho gaya ha Magar Allah kabhi be apna banda k nai...
