Maafi Aur Sabar

306 29 119
                                        

Asalamlikum everyone
Here is new part of ZEK
Hope you all will enjoy it and like it.😊
And Ramzan MUBARAK I know I'm late but still and I hope your Ramadan is going great remember me and my family in your prayers ❤

-----------------------------------------------------------

Third pov:

Maheen na jab sa Adam ka dare suna tha tab sa gussa sa bura haal tha us ka hotha ha na kabhi kabhi hum sach ko samajna ya qabool karna nai chahtha ha wasa he maheen ka sath be ho raha tha hum insan har waqt ya to boltha ha ka humay Allah par trust ha magar wo Zaat jab humay azmatha ha ya humara imtehan latha ha tab hum kamzor parh  jatha ha yaqeen or beyaqeeni ma pas jatha ha magar wo Zaat phir be humay sedha rastha dikha datha ha baki larkiyo ka liya jo ristha bohat moqadas hotha ha or pak maheen us ristha ko ab tak apna he nai paye thi or is ma us ka qasor be nai tha jab Ap ke zindagi ka intha important fasla Ap sa bina pocha liya jaya to dukh hotha ha dard be hotha ha bus maheen be us sub sa guzar rahe thi humara society ma mard sub kuch jaldi accept kar latha ha magar aurat ko waqt lagtha ha lekin na he aurat ko ya waqt us ke family dathi ha na he wo shak duniya wala bus chahtha ha ka aj he  kese sa sub kuch la liya jaya eik min ma or next min hum sub kuch accept kar la ab asa to ho nai saktha na waqt to subhe ko darqar hotha ha.

Maheen: " samaj tha Kya ha wo khud ko huh matalb kuch be bola ga or ma kar Lon ge"

Maryam: " mahe hwa Kya ha batao to sahe Adam bhai na Kya kaha Ap sa asa jo Ap waha be gussa hwe or abhi be gussa he ho rahe ho ?"

Maheen: " Tumhara ya bhai bara mesana ha besharam kahe ka sharam to cho ka be nai guzari ha us ka pass sa"

Maryam: " Ab ase be baat nai ha intha sareef  to ha kabhi kese larki sa baat kartha hwa dakha ha Ap na Un ko sub sa kintha pyaar kartha ha wo bus Ap he Un sa larthi ho"

Maheen: " Toba larki tumhara bhai ma ya sub qualities kab thi mujh sa pocho kintha mesna ha wo but khair koi nhi ab tumha Kya pata"

Maryam: " chala man le Ap ke baat wasa ma na eik or baat be note ke kuch dino sa Ap aleena api sa zayad baat nai karthi ha sub theek theek to ha na Ap dono ka beach  ma ?"

Maheen: " Hmmm sach kahon nhi hum dono ke lariya hwe ha galati us ke be thi or meri be ma na to bus hammad ka sath mazaq kiya tha muja Kya pata tha wo is baat ko intha serious la ge"

Maheen chaha jese be thi magar eik baat ha apni galati zaroor man lathi thi wo kuch log hotha ha na jo galat ho kar nai mantha ha jo ego ma kuch be kar jatha ha maheen Un logo ma sa kabhi be nai thi ha Adam ka samna wo kabhi be apni galati nai manthi thi magar wo baat alag thi

Zindagi Eik Khwab (ON HOLD)Cerita yang buat anda obses. Terokai sekarang