qaid-e-tanhai (part-1)

33 3 1
                                        

لفظوں کے کھیل تھے سارے میرے صنم

تم سے ہم تک

کئ برس برباد کیے ہم نے

*****


Wo dono andar jana laga tha jab gate sa koi gari andar aye or Us sa uthar kar ana Wala insan na dono ko kuch paal ka liya shock zaror kiya tha

Kyun ka samna khan baba ke car kari thi jo ka kaye dino sa kahe gaya tha unka sath yousaf sahib be tha aur unka sath koi larka be tha 24 saal ka

Khan baba ke nazar be un dono par pari thi jo samna kari thi

Khan baba: kya salam karna bhol gaye ho tum dono?

Un ka bolna par wo dono hosh ma aya tha

ASALAM O Alikum

SALaM dono na eik sath kiya tha magar maheen or palwasha dono ke nazar us larka par thi

Aur khan baba na be unke is baat ko note kiya tha

Khan baba: tum dono ab tak q jag rahe ho andar chalo pata ha na larkiya inthi dar tak bahir nhi bethi ha

Unke baat sun kar wo dono andar chalna ko hwe

Khan baba or yousaf sahib ka sath wo larka be ho liya tha

PALWASHA: دہ خان بابا سری سوک دی ؟

(YA khan baba ka sath kon ha?)

MAHEEN: ماتا سا پتہ دہ زہ یم پا پلہ زل ونم

( muja kya pata ma khud phehli baar dakh rahe hon )

Wo dono jaan kar pashto ma baat kar rahe thi is baat sa anjaan ka o jis ka bara ma baat kar raha ha wo unko sun be raha tha or samjh be raha tha

Wo log drawing room ma enter ho gaya tha maheen kitchen chali gaye thi pani lana ka liya jab ka palwasha waha kari rahe

Khan baba: sub so gaya ha kya?

PALWASHA: jee khan baba sub so gaya ha ma or maheen be kicthen ka kam kar raha tha is liya ab tak jag raha tha

Us na sath ma wazahat dani zarori samji intha ma maheen be pani la kar a gaye thi

Wo sub ko pani da kar ab kitchen ma wapas ja kar sub ka chai banaya gaye thi

Jab ka khan baba na palwasha ko dakha tha

Khan baba: palwasha bacha jao ja ka guest room saaf karo taka burak araam kar saka bechara tak cuka ha safar be lamba tha

PALWASHA: jee khan baba ma abhi ja ka dakh lathi hon sub kuch

YA bol kar wo upar ke taraf chal de jaha guest room tha q ka khan mansion ma sara young generation upar wala hisa ma rehtha tha jab ka sub baray necha rehtha tha is liya eik guest room upar tha or eik necha

Yousaf sahib chai pe kar apna room ma chala gaya tha jab ka khan baba be apna room ma chala gaya tha q.unko apni med lani thi lekin jana sa phehla wo mahe ko burak ka bara ma subhe hedayat da kar gaya tha

Ab drawing room ma srif maheen or wo anjaan admi tha

MAhEEN: chala a jaya ma ap ko apka room dikha don

Zindagi Eik Khwab (ON HOLD)Historias para obsesionarse. Descúbrelo ahora