manik shoked dadi nandani rocked .

4.9K 413 28
                                    

Badi maa _ are beta ab tum mughe apni dadi man rahi ho ya man chuki ho rat ko maire sath room main rahi mairi itni care ki tumne to ab rona kya han aao maire pass mairi pagal bahu aa jaa maire pass aur jab tak main yahan hon maire sath hi rehna maire room main.

Ye sunte hi manik ke Jor ki khansi aati hai aur sari coffee bahar aajati hai aur.

Nyu _ manik beta kya karte ho han pata hai na garm coffee ekdum pine se tumhe khansi hoti hai aaram se pina tha na.

Nandani pov khansi garm coffee pine se nahi maa maire badi maa ke sath rehne ko sunkar aayi hai Mr khados ko achha hai aise hi aqal aayegi janab ko thanku bhgvan Ji badi maa ko bhej diya aapne maire liye titly badi maa ko hold karleti hug karke.

Badi maa _ beta jyada khush nahi hote hai woh manik malhotra hai samghi na chup chap nandani ke kaan main bolti hai aur.

Nandani _ Ji dadi aur main nandani manik malhotra hon barabar dadi ke kaan main bolti hai .

Manik pov kya karo iss ladki ka main ab badi maa jab tak yahan hai tab tak onke sath rahegi to main kya karonga akela room main mughe to iski aadat hogayi hai ye pass na ho to nind nahi aati hai ab mughe aur ye samghti nahi hai jara bhi iss baat ko bewakuf kahin ki ab kaise room main lekar jaao isko wese hi gussa hai mugh se isliye ro rahi thi koi dadi yad nahi aarahi thi gussa aaya aur ye roti hai janta ho isko itna to main pov end.

Mr malhotra _ manik chale beta.

Manik _ Ji papa chaliye aarav misha Rahul chalo bus aagayi tumhari.

Rahul _ but mom.

Manik _ tumhari mom bilkul thik hai isliye school na jane kab banana Search nahi karo ok chalo bag othao apna aur tum dono bhi chalo thoda gussa karke bolta hai aur teeno apna apna bag aur tiffin lekar nikal jate hai aur nandani mon banati hui manik ko dekh kar waha se chali jati hai aur manik pareshan sa office nikal jata hai aur badi maa apne room main jakar beth jati hai aur thodi der ke baad nandani onke pass aati hai aur gate loack karke onke pass beth kar 

Nandani _ dadi aapne bahar apni bimari ka jhot kyu bola.

Badi maa _ tere pati ke hosh thikane lagan ke liye .

Nandani _ kya matlab.

Badi maa _ subha osne tumhe danta na 

Nandani _ bahut sara room se jane ka bhi bol Athan Mr khados ne cyte4sa face bana kar bolti hai aur.

Badi maa _ janti ho main rat ko aaya tha woh room main dekhne tumhe tum so gayi thi tab tak phir gusse main gaya tha woh.

Nandani _ achha mughe nind aagayi thi shayd.

Badi maa _ ek baat sach sach batao gi nandani mughe.

Nandani _ Ji dadi kya.

Badi maa _ manik ne tumhe aaj tak ek wife ke roop main apna ya hai ya nahi.

Nandani ye sawal sunkar thoda ambress fill karti hai aur na bolti hai aur.

Badi maa _ kyu kya bolta hai woh.

Nandani _ woh bolte hai bachcho ki wajha se tum iss ghar main ho mairi wife ban kar nahi aayi maa ban kar aayi ho tum yahan bivi nahi.

Badi maa _ ye kya bakwas kar raha hai woh pehle bivi bani tab maa bani na tum dono pehle se jante ho endorse ko.

Nandani _ Ji main onke sath office main kaam karti thi papa ki tabiyat achanak kharab hogayi thi papa operation nahi karwa rahe the ki jab tak mairi shadi nahi dekh lete tab tak  manik oss waqt maire sath ghar gaye the aur achanak shadi ke liye han bol di shadi hogayi kisi ko batya nahi aur one month ke baad achanak karwa chhoth ke dosre din mughe ghar le aaye kyunki Rahul mugh se attached hogaya tha maa papa bhi shoked hue the shadi ka sunkar ke phir mugh se milkar khush hogaye.

Badi maa _ tum ho hi itni pyari koi bhi tumse jyada der dor nahi reh sakta hai.

Nandani _ woh to hai aapke bare main maa ne kaha tha bahut gusse wali stric hai badi maa par dekho ek din main aap maire sath hai.

Badi maa smile karte hue nandani ko hug kar leti hai aur.

Badi maa _ tum dono ki life set karne hi aayi ho main raj ke bolane par.

Nandani _ what papa ne bolaya hai aapko.

Badi maa _ han ose apni iss cute si bahu ki bahut fikar jo hai isliye manik ka dimag thikane lagan ke liye mughe bolaya hai ab tum dekho maine kya kya karti ho ab.

Beri piya bada bedardi (Complite)Where stories live. Discover now