CHAPTER 2 PART 2

1.2K 108 3
                                    

{1 hour later mrinal and sumeet pick up his parents and get them home, by 11 they were ready to leave and along the way sumeet was convincing his parents not to over react and that its a mistake but didnt tell them anything}

[ ayesha, madhu,kittu,raghav,sanjay along with aditi bhabhi and panditji were called ]

{ All sit }

Sumeet :- aap sabko yahan kuch zarrori batane bukaya hai. Plz shaant aur thande dimag se suniyega.

{He narrates the accident and panditji testified – parents were shocked and ashi got scared}

Ashis father was furious. Rds father – calm . both mothers and sashi – worried and tense}

( rd was about to keep his hand on ashis but her father bursted)

Ass father:- ye aap kya kya keh rahe hai? Aise kaise meri beti ki shaadi ho gayi?vo sirf 22 ki hai ? aur kya . Aap sab scene mein doobe hue the ? mazak hai kya ?

{mrinal and summet clam him down but ashi gets terrified}

Rds father:- to aapne kya socha hai? Ab kya karna hai ?

Ashs father :- aap abhi bhi shaant hai?

Rds father:- dekhiye bhaisahab ab koi faida nahi hai is behes ka. Ab ye sochna hai ki aage kya kare?

(to Rd):- to kya karoge ab tum dono?

Rd :- vo.. dad {interrupted}

Ashs father:- ashi tum chinta mat karo. Tum aaram karo.

{ since ashi, kittu, and ayesha are youngest of all they are taken inside the makeup room by aditi and madhu}

{Sumeet sir narrates the solution - compensation – divorce – and media avoidance}

Ashs father :- ye sahi hai

{Mothers are still tensed

** reminder :- they are typical girls of 90s }

Ashs maa:- shaadi hai koi mazak to nahi

Rds maa:- ha itni choti baat to nahi ki aaj karli kal tod di

{ randeep gets upset listening to this and sashi maam notices}

Sashi :- rd tumhe kuch nahi kehna. Tumhe ye sahi lagta hai?

Rd {looks up and in rebelling voice and somewhat angry} :- ha. Ashi aur meri shaadi ek accident the. Hum ek doosre se bahut alag ha, aur ashi ki abhi shaadi ki umar nahi hai. Ek 22 saal ki ladki ko achanak se ek pati mil jata hai out of the blue, ye uske liye kya kisi ke bhi choti baat nahi hai. Vo darri hui hai, uski shaadi hui bhi to us insaan se jo ek waqt par usse kata-kata rehta tha. Yehi sahi hai.ashi ke liye.

***this rd is my observation in interviews and segments with chulbuli ashi***

{this statement left mothers stunned, but his father was proud and ashis father was impressed but SaSum got worried

Ashi was called outand this time everyone nioticed her wearing sindoor and mangalsutra}

Ashs dad:- ashi ye kya. Ye sindoor aur.

{ ashi notices it and tries to take off her mangalsutra but both mothers stop her at the same time and look at each other. Ashs maa goes upto her}

Ashs ma:- ise pehne reh

Rds ma:- ha utaro mat

Ashs dad :- par..

Rds dad:- utarno do use

Rds ma:- ye ek suhagan apne pati ki raksha aur lambi umar ke liye pehenti hai use musibat se bachane ke liye. Jo bhi hai, jab tak divorce nahi hota rd uska pati hai. Uske liye pehne rehne dijiye

Rds dad :- par bacchi ko ye.{interrupted}

Ashs ma:- bhaisahab, ye sahi keh rahi hai, jab tak divorce nahi hota ashi ye pehenegi, pls suhaghan na pehne to abshagun hota ahi. Yahan sawaal riwazo ka hai. Dharam hai ye ashi ka.

{all leave for their respective houses and aditi and mrinal leave for jhansi as no one is there to look after the company}

AT ASHIS house :-

Ma:- ja beta jake aaram kar.

{she goes to her room, changes, and was about to go bed but gets a call}

Ash:- ha, ayesha bol.

Ay:- tu thik hai?

Ash:- ha bas sone hi jaa rahi thi , sun mera ek kaam karegi ?

Ay:- hmm bol

Ashi:- rd kaisa hai pata karke batane na, mujhe usse baat karne ka mauka nahi mila aur ek aur baat – Sasum se bhi kehna ki shoot cancel na kare agar rd ko problem na ho, mujhe ek distaction ki zaroorat hai.

{ she was concerned but didnt show that she was guilty to make others worry and made excuse of distraction }

Meanwhile AT RDS HOUSE:-

Dad:- ja jake soja, thoda aaram hoga dimag ko.

{ he goes to his room but cannot sleep coz he is worried about ashi. Tries to sleep since he couldnt he calls up ayesha }

Rd:- hello mein rd , mujhe help chahiye

Ay:- I was about to call u , kya help?

Rd:- check on ashi for me pls

Ay :- vo thik hai aaram kar rahi hai

Rd:- oh, pareshan thi kya ?

Ay:- nahi

Rd :- mere liye koi msg

Ay :- ha, agar tumhe koi problem na ho to use shoot cancel nahi karna , use distraction chahiye

Rd:- ha to shoot hoga, if she feels nice doing this we will do it

Ay :- ok ab tum bhi aaram karo

Rd:- ty  for this ayesha, bye

Ay:- bye

{ ayesha calls ashi and tells her he is ok and will shoot and nothing else}

In the meantime- AT SASUMS HOUSE

{Sasum enter and see lunch on table. Their daughter comes}

Dtr:- it was a long night, eat up , I have class and u ppl need rest. Bye

{After lunch they go to their room sashi was going to sleeep and sumeet rests on sofa as he was thinking hard on something}

Sashi :- sumeet { no response} sumeet

Sumeet :- ha

Sashi :- kya hua , pehle bhi khoye khoye the aur abhi bhi sun nahi rahe, kuch baat hai?

Sumeet :- tumne rd ko suna tha, uska statement, uski tone kuch

Sashi :- tumne bhi notice kiya

Sum:- tum ne bhi

Sashi :- ha, use sun ke tum yaad aa gaye

aisa laga 19 saal ka summet apni sashi ke side bol raha tha , use protect kar raha tha , bilkul tumhari tarah.

Sumeet:- hmm, mujhe laga, sirf mene dekha

Sashi :- hum rd se baat kare?

Sumeet:- nahi, vo kafi stressed hoga, kuch hoga to dikh jayega, abhi wait karte hai, sirf shak par react nahi kar sakte.

Sashi :- hmm. Thik hai

-----*-----










ASHDEEP - SOULMATES || ON HOLD ||Where stories live. Discover now