Epilogue

649 34 74
                                    


The big room of Palace was filled with people. Rajwade Family, Amit, Sara, Sameeksha, Bandana and Nivi.

"Hame jab pata chala ki aapki kundali me dosh hai.. Hamne har tarah se prayas kiya ki kuch upay nikal sake.. Jisse aapko hamse door na jana pade.." Vijayrao satarted telling. "Par aapke kundali ka sabse bura asar aap pe hi hota.. Isliye hamne yeh nirnay liya.. Upay sirf ek hi tha.. Aapko door rakhna.. Aap pe uska asar kam ho.. Isliye hum, aapki dadi.. Aai baba.. Kaka kaku.. Sab har aamavas ko upvas karte the.. Aap kushal rahe isliye har mahine ek yagna hota tha.. Navratri ke 9 din hum sab upvas karte the.. Kitne vrat.. Kitne upvas.. Sab aapke liye.. "

Amit was silently listening.

" Toh ab kya hua? " He asked.

" Ab aap bade ho gaye hai.. Itne bade ki aapki shadi karwa sakte hai.. " Madhav said.

Everyone made faces.

" Aap ke sath judne wali kundali aapke bure waqt ko khatam karegi.. "Meera said.

" Aur kuch logical hai toh bataiye.. "Amit said.

" Nahi manoge tum.. Janta hoon main.. Par Amit ham sab tumhare apne hai.. kai baar hamse umar me bade logose bhi galati ho jati hai.. Aur hame unhe maaf karna padta hai.. "Digvijay kept his hand on Amit's shoulder.

" Haan dada.. In logoka tumhare liye accha sochna galat nai tha.. Unhone jaan bujh ke tumhe nai door bheja.. Yeh log mante hai in batoko.. Jo batein hum mante hai.. Wo hame badi lagti hi hai.. Chahe kisi aur ko lage ya na lage.. Maaf kar do unhe.." Urvashi said.

" Sirf meri baat nai hai ab.. "Amit suddenly said." Mere jaise aur bhi log hai.. Jo aapke aisi ajib harkato ki wajah se pareshan hai.. Unpe bhi anyay hua hai. Jaise mujhpe hua.. "Amit said.

Aarushi understood the tone of his talks.

" Siddharth aur Mugdha.. " Amit looked towards Devendra, Siddharth's father." Agar aaj.. Aap log mujhe yaha chahte hai.. Agar chahte hai ki main aapke sath aau.. Aapko accept karu toh pehle aapko.. Un dono ko accept karna padega.."

Abhishek made a face. Sumedh was about to say something but Sameeksha stopped him.

"Un dono ki koi galati nai thi.. Unke sath alag behave kiya jata hai jab ki wo bhi aap sab ka hi khoon hai.." He continued. "Aaj agar Digvijay mujhe accept karna chahta hai.. Toh Sumedh aur Abhishek ko bhi Siddharth ko accept karna hoga.."

"Tum iss sab me meri maa ke bareme socho na Amit.." Abhishek said. "Wo kaise un donoko ghar me accept kare..? Aur kyu kare? Pehle hi hum bahot kuch seh chuke hai apne baba ke dusre ghar ki wajah se.. Agar wo dusra ghar hi tumhe hamare ghar me lana hai toh hum aisa nai hone denge.."

"Main nai chahta ki wo log Palace me aake rahe.. Par at least unko unka haq do.. Tumhari maa unko apne bacche nai maan sakti yeh main janta hoon.. Par at least tum log to Unko bhai behen mano.." Amit turned to Sumedh and Abhishek.

"Apne ghar me nai.. Apne dil me jagah un logoko.. Utna kafi hai.. Wo apni maa ke sath waha khush hai.. Aur bhi khush honge agar tum log normally unse baat karo.. Unko apna mano.." Amit said.

"Amit main aapke liye kuch bhi karne ko tayar hoon.." Vijayrao said. "Par yeh faisla sabka apna hoga ki unko Siddharth aur Mugdha ke sath kaisa rishta rakhna hai.. Hamne kabhi bhi iss baat ki jabardasti nai ki hai kisi pe.."

"Main tayyar hoon.." Aarushi said.

"Main bhi.." Digvijay also agreed.

"Haan.. Wo dono hamare bhai behen hai.. Baki ka jo bhi ho.." Sumedh said.

Abhishek was still quiet.

"Abhishek.. Ek baar apne aap ko Siddharth ki jagah rakh kar dekho.." Amit said.

The Royal Cousins Where stories live. Discover now