Chapter 3.
Sabhi log khanna khate hai koi case nhi hota toh Jin logo ko gao jaana hota hai Acp sir unhe ghar bhej dete hai.
At Kavin's Home.
Kavin. Arre kaka jaldi kijiye na plzz.
Kaka. Haan haan chote baba aa raha hoon.
(Kaka ne kavin ko pala hai bacpan se vo usake sath hi rehte hai and kavin unhe bohat pyar karta hai aur vo bhi kavin se bohat pyar karte hai).
Kaka kavin ke kapde lekar aate hai.
Kaka. Ye lo beta.
Kavin. Thank you sooo much kaka pata nhi aap nhi hote toh mera kya hota .
Kaka. Arre aisa nhi kehte hai beta.
Kavin. Hmm (suddenly ) ek min. Aap yahan baithiye.
Kaka. Arre chote baba aap ye kya kar rahe hai.
Kavin. Aaj main aap ke liye khana banane wala hoon.
Kaka. Par chote baba aap kaise.
Kavin. Kaka hatho se aur kaise ye par var ko side kijiye aur ye bataiye ki aap khayege kya?
Kaka. Jo aap ki marzi ho wahi bana dijiye.
Tabhi door bell bajti hai.
Kavin. O iss waqt kaun hoga main abhi aaya kaka.
Kaka. Ruko baba main kholta hoon.
Kavin. Ok
Kavin kitchen ki taraf chala jaata hai aur kaka darwaja kholte hai.
Kaka. Arre dushyant baba aap.
Dushyant. Hmmm kaise hai kaka.
Kaka. Hmm main theek hoon aap kaise ho.
Dushyant. Main theek hoon kavin kahan hai.
Kaka. Kavin baba khana bana rahe hai.
Dushyant. (Shocked) kyaaa.. kavin khana bana raha hai.
Kaka. Haan baba maine mana kiya tha par.
Dushyant direct kitchen main jaata hai.
Dushyant. Abbe ye kya kar raha hai.
Kavin. Aa gya tu main soch hi raha tha ki tu aaya kyu nhi ab tak.
Dushyant. Haan vo toh hai..
Par main akela nhi aaya hoon mere sath koi aur bhi aaya hai.Kavin. Kaun ?
Dushyant. Yaar vo pankaj aur purvi hai.
Kavin. Kyaa vo bhi aaye hai par kyu.
Dushyant. Arre yaar main ghar jaa raha tha aur purvi ki car kharab ho gyi aur pankaj aaj car laya hi nhi iss liye unhe ghar drop karne jaa raha tha toh socha tujhse milta chalu.
Kavin. Oh abhi kahan hai?
Dushyant. Vo ghar ke bahar.
Kavin. What? Tu pagal hai kya unhe ander kyu nhi bulaya?
Dushyant. Yaar unhe nhi pata ki ye tera ghar hai iss liye nhi aaye maine bataya bhi nhi.
Kavin. Wah mere yaar kya baat hai chal abhi jaa kar unhe ander lekar aa samjha.
Dushyant. Hmm ok.
Dushyant bahar jata hai .
Dushyant. Chalo bhai utro.
Pankaj. Kya hua sir aapke friend ghar par nhi hai kya.
Dushyant. Nhi vo main batana hi bhul gya vo ye kavin ka ghar hai.
आप पढ़ रहे हैं
Love Kavi and CID
FanfictionI am big fan of cid and kavi soo i am writing stories about kavi and other cid officers and other couples also.( Completed )